Update
Loading...

New Design

Recent Post

Showing posts with label N. Show all posts
Showing posts with label N. Show all posts
Friday, 28 June 2013
no image

NooRi Vs NaaRi



01
NooRi Vs NaaRi

Is Series Me
Me Aapko

Deo Whabiyon Ke
Wo Andaaz
Batayenge
Jo Ye Aam Halaat
Me Istimal Krty Hen,
Phir Is Andaz Sy

Jawab Ka
Tariqa Bi Bataya Gaya Hy

Ke Hamary Aksar
Sunni ILMi Zouq Nhi
Rakhty

IsLye
Aksar Jawabat
Aqli Dala'il Pr Mushtamil Hongy

Taa Ke Aam Fehem
Sunni Bhi
Yaad Kar Len

02
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Ye Jo Tum MeeLaD
Manaty Ho
Ye
Kahan Se Sabit
Hy?

>NooRi;
HaJrat Ap Ne Is
Mozu Par
Koi Kitaab Nahi
Parhi?

Kisi Ek
Sunni Aalim Ka
Bayan Nahi Suna?

Chalen Ye To
Rehny Den

Ap Ye Bataen
Aapko
Ye Malum Nahi Ke
Ap Ke Nabi
Kab Paida Howy?

Konsa Din Tha?
Kya Tareekh Thi?

Kese Bary Howy?
Kisne Parwarish Ki?

Hairat He AapKe
Mazhab Par!

>NaaRi;
Ary Ary Ye Kya
Baat Ki?
Ye To Sab Hum Bhi
Bataty Hen

>NooRi;
To Janab Yahi
To MeeLaD Hy

03
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Jab Huzoor Ne
Apna MeeLad Roza
Rakh Kr Manaya
To
Tum Bhi MeeLad Roza
Rakh Kr Manao.

Itna Sub Kuch Kyun
Karty Ho?

>NooRi;
Ya'ni Ap Ne Ye
Tasleem Kya Ke
Meelad Manana
Bid'at Nahi

Huzoor
Alaihissalatuwassalam Ki
Sunnat He. :-D
Aur Baaqi Ye Kehna
Ke Roza Rakh Kr Hi

->MeLaD Manao

To Ye
Qaid Kahan He
Janab?
->Wese
Aashiqan e Rasool
Bagair Qaid K
Roza Rakhty Hen.
Or Janab
Pehly Us Riwayt
Se
Haasil Shuda
Masa'il Bhi Parhen

Cont..

04
NooRi Vs NaaRi

Mafhum-e-Hadees;
Sahaba Ne
Huzoor Alahissalatuwassalaam
Sey

Peer K Din Roza
Rakhne
Ke Baarey Me Pucha
To Huzoor Ne
Farmaya;
"Is Din Meri Wiladat Hui Thi"

->Muslim H#1162

->Sabit Shuda Masa'il;

1> Wiladat Ki Khushi Karna Sunnat He,

2> Wiladt Ki Khushi Manana
ALLAH Ko Bhi  Pasand Hy
Jab Hi To Sarkar Ne
->RoZa Rakha :-)

3> Roza Rakh Kar MeeLaD Manana
Sahaba Ki Bhi Sunnat Hey

Kyunke Sahaba
Huzoor Ki Har Ada Ko
Adaa Karty Hen

>FwD

05
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Dekho Qadri

Jitna Kharcha
Is Jashan
Par Hota Hy
Agar Ye Paisa Kisi
GareeB Ko De Den
To..

>NooRi;
Dekho Janab

Me Zyada
Parha Likha Nahi

Magar Aap Ny To
Khoob ChiLLy Maary Hen,

Itna To Malum Hoga Ke
Banda Us Wqt Tak
Momin Nahi Hota
Jab Tak
Wo Apni Har
Azeez Tarin Cheez
Nabi Par Qurban Krne
Ke Lye Tayyar Na Hojaye,

Hairat He
Aapko Apny
Bachy Ki Shaadi
Aur Jalsey Juloos Ke Waqt
Gareeb Yaad Nhi Aata
Magar Jese Hi
Nabi Ya WaLi K
Naam Par
Kharch Ki
Baat Aaye
Aapko Foran
GaReeB Yaad Ajata Hey

>Ye Batao
Aaj Tak Aap Ne Apny
Kitny Jalsey Juloos
GaReeB Ke Naam Par

->CANCEL Kye?

06
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Yaar Tum Samjhy Nahi
Dekho Jo Kaam
Nabi Aur Sahaba

Ne Na Kya
Wo Kaam Bid'at Hy
Aur
Hadees Me Hey Ke

Har Bid'at Na Jaiz Hy

Kya Tum Is Hadis Ko Nahi Maanty?

Jwab Do?

>NooRi;
Arey Janab

Aap To Buhat Barey
Muqarrir Nikly,
Qasam Sy
Aap To 5 Min Me Banda
->KaFir Kr Do ;-)

Aur Janab
Agar Aap Is Hadees
Ke Munkir Nahi To
Tumhara Wo
ChoTi Si Shalwar
Wala Molvi

Jis Mehrab Me
Khara Hota Hey

Wo Mehrab Jaaiz
Kesy?

Bata Munkir Koun?

07
NooRi Vs NaaRi

Janab Zillat Ma'aab

Ab Ye Parhye;

"Jis Ne Islam Me
Acha Tariqa Nikala
UsKe Lye Sawab Hy"

->Muslim V#3, P#718

Ab Zara Batayen

1st
Aap Har Bid'at NaJaaiz
Wali Hadees Ke Munkir

2nd
Aap Is Hadis K Bhi Munkir
Kyun Ke Agar Aap Is Hadees
Ko Maanty
To Kya Hum Pr Bid'ati
Ka Fatwa Lagatey?

08
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Yaar To Is Tarah
Puri Dunya Me
Shor Sharaaba
Zururi He Kya?

>NooRi;
Lagta He Tum Ne
Saary CHiLLY
JanGalon Me Maary Hen

Tum Bughz e Nabi Ki
Tableeg Me Itny
MaGaN Huey
Ke QuR'an Ke
Bhi Munkir Ho Gaye

Dekh Tera Inkaar;
"Aur ALLAH Ki Nematon
Ka Khoob CharCha Karo"
>P#30 Al-Duhaa

09
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
Tum Log Ye MeeLaD
12 Ko Manaty Ho

Aur Tumhary
AalaHazrat Ne
Nutul Hilaal Me
Wiladat Ki Date
8 Likhi

To Ab Tu Bata
Mr NooRi
Tu Sacha Ya
Tera AalaHazrat ?

>NooRi;
O NaaRi!

ALLAH Ka Wali
Jhoota Nahi Ho Sakta.
Aur Aadhi Ibaarat
Paish Karny Wala
Yahoodi Ke Siwa
Koi Nahi Ho Sakta.

Dekh Apni Yahoodiyat

Asal Aur Puri Ibarat ;
->Isme Aqwal Mukhtalif Hen
2,8,10,12,17,18, 22,
Ye 7 Aqwal Hen
Magar Kasrat Se Makhuz Or
Mu'atBar 12 He

10
NooRi Vs NaaRi

>NaaRi;
12 Rabi-ul-Awal Me
Khana e Kaaba
Aur Madina Kyn
Nahi Sajaya Jaata?
Wahan Asal DEEN
Aaj Bhi Zinda Hy

>NooRi;
Tum Bewaquf Ho
Ya Banny Ki
Koshish Kr Rahe Ho?

Imaan Se Paak Aadmi Dekh ;

KHuDAA Ki LaaTHi,

Khuda Ne Tum Logon Se Sirf

RabiunNooR Hi
Me Nhi Bulke
Pury Saal K Lye
Makkah w Madina
SaJwA Diya

Aaj Wahan Dunya
Ki Mehengi Tareen
Light Lagi Hen

Aur Ye AsaL DEEN,
Hahahahaha
150 Sala Qabzy
Se Pehly Kahan Tha?

Reply Kar

no image

NOORI BASHAR>



TOPIC "Noori Bashar"
SMS (1-23)

SPREAD THE INVITATION OF MADNI SMS ISLAMIC GROUP
-----------------------------------------------

1= NOORI BASHAR > Agar noor k walidain nai hote to hazrat AADAM ko noor mano! Agar noor ka nikah nai hota to HAROOT MAROOT ko bashar mano. Agar noor ki aulad nai hoti to AASIA zoja firon ko noor mano. Agar noor ki qabr nahi hoti to hazrat IDREES ko noor mano. Agar NOORUNMIN NOORULLAH se Allah k noor k taqsim hoti he to hazrat ESA ko ROOHULLAH mat mano or WA NAFAKHTU FIHI MINRROOHI ka inkar kardo.
Sachmsgs plz fwd.

2=NOORI BASHAR> jab tak mere aaqa noor mahz the aap k walidain nikah aulad or qabr mubarak na thi or jab libas e bashari me tashrif lae to ye tamam luwazmat e basharya bi sath jalwa gar hue ALQURAAN= beshak tumhare lie rasoolallah ki pairvi behtar he IHZAB a.21. Agar ye noor e khuda libas e basharyat me zindagi guzarne ka practical kar k na dikhata to taleem e ummat kese hoti ? Sallu alal habib.
Sachmsgs plz fwd.

3=NOORI BASHAR> thanvi ne nashr ut tayyib p.7 or arrfaa wal wazaa p, 13 or Gangohi ne fatawa rasheedya p. 157 pe is hadees ki tosiq ki k ALLAH NE SAB SE PAHLE MERA NOOR TAKHLIQ FERMAYA. (madarijun nabwah j1 p7 shaikh muhadis abdulhaq dehlvi) Bashar to bht baad ki bat he bal k aaqa salallaho allaihi wassane fermaya. Me us waqt bi nabi tha jab aadam miti or pani k darmyan tha Madrijunnabwa j1 p7
sachmsgs plz fwd.

4= NOORI BASHAR> quraan me bashar k 3 aqsam bayan kie gae 1. Khaki bashar > me paida karne wala hoo bashar miti se SUAD A. 71 2.aabi bashar> or wohi jis ne paida fermaya bashar ko pani ki boond se ALFURQAN A.86. ek khaki bashar k ilawa baqi sab bashar aabi k nutfe se paida hue Lekin miti pani to baad me balam ne fermaya k me us waqt bi nabi tha jab aadam rooh or jism k darmyan tha MISHKAT P.513.
Sachmsgs plz fwd.

5= NOORI BASHAR> quraan me bashar ki 3rd qism noori k bashar ban kar aane ka bayan he Badr me 3000 noori bashar ban kar aae phir 5000 aae Aal e imran 123 124 125 Hazrat ibrahim k pas 2 noori bashar ban k aae (Hood 69 70 Alhajr 51 52 Zaryat 24 25 26) bibi maryam k pas roohul amin sehatmand bashar k roop (fatamassal) me aaya (Maryam 17) jab un se poocha to kaha me to allah ka rasool (bheja hua) hoo (20) . Sabit hua k noori rasool bashar ban kar aasakta he.
Sachmsgs plz fwd.

6= NOORI BASHAR> surah maryam aayat 17 me lafz FATAMASSAL se wazih hua k wo bashar nai misl e bashar tha. Isi tarha BASHARUMMISLUKUM (kahf 110) ka maqsad ye nahi k me mahz bashar hoo bal k Fermaya me tumhari misl bashar hoo. Yani tum bashar or me misl e bashar hoo . Lihaza huzoor ki basharyat ka inkar kufr or mahz bashar kahna khuli gumrahi he. Aise hi agar koi kahe k us ki misal sher jesi he to us ka maqsad he wo sher nai bal k sher siffat he.
Sachmsgs plz fwd.

7=NOORI BASHAR> insan k chehre or jism ki oopari khal ko basharah kehte hen. KITABUL AIN J1 P164. insan ki khal k zahiri hise ko basharah or batni hise ko adammah kehte hen insan ko uski khal k aitbar se bashar se tabeer kya jata he quraan me jis jaga bi insan k jism or zahir ka lihaz kya gaya us ko bashar se tabeer kya gaya. ALMUFARRIDAT J1 P60. surah kahf ki aayat ka matlab ab ye hoga k FERMADIJIE K ME ZAHRI JISM OR KHAL K LIHAZ SE TUM JESA HOO.
Sachmslmatalibul aalya j.4 h.4256
sachmsgs plz fwd.

8= NOORI BASHAR> aksar ashya pe likha hota he made as japan. Jis ka matlab hota he ye japani nai bal k us k misl banai gai he ye hi faraq he bashar or misle bashar me. Bashar ishare se dhaga na tore Misle bashar ishare se chand tore sooraj more. Bashar ka thook waba Misle bashar ka luaab shifa. Bashar miti ki moorat Misle bashar Allah ki soorat. Bashar madiyat Misle bashar haqaniyat. Bashar khaki Misle bashar aflaki . Sallu alal habib.
Sachmsgs plz fwd.

9= NOORI BASHAR> ALQURAAN- Or namaziyoo me tumhare daure ko. ALSHUARA A219. hazrat ibne abbas is aayat ki tafseer me fermaya k aap ne fermaya k me ek nabi ki pusht se doosre nabi ki pusht me muntaqil hota raha . Almojamul kabir h.12021. Masnadul bazar h.2242. Majmauz zawaid h.11247. Maula ali se rwayat k Aap ne fermaya k hazrat aadam se leker apni walda tak me nikah se paida kya gaya hoo. Mujhe zamana e jahiliyyat ki badkari ki kisi cheez ne nahi chuwa. Ags plz fwd.

10 =NOORI BASHAR> Hazrat ibn e abbas ne poocha ya rasool allah salallaho allaihi wassalam jab hazrat aadam jannat me the to aap kahan the? Aap muskrae or fermaya Me hazrat aadam ki pusht me tha or jab mujhe kishti me suwar karaya gaya to me apne bap hazrat Nooh ki pusht me tha. Or jab mujhe aag me phenka gaya to me hazrat ibrahim ki pusht me tha mere walidain kabi badkari pe jama nahi hue ALLAH TA'AALA mujhe hamesha pakiza rehmoo me muntaqil karta raha continue..
Sachmsgs plz fwd.

11= NOORI BASHAR> Continued. Meri sifat mahdi he. Jab bi do shakhen mileen me sab se achi shakhoon me tha ALLAH ne mujh se nabuwwat ka misaq or islam ka ahd lya or taurat or injil me mera zikr phailaya har nabi ne meri sifat bayan ki or zameen mere noor se chamak uthi or badal mere chehre se barasta he or mujhe apni kitab ka ilm dya. Or asmanoo me mere sharf ko ziada kya or apne nam se mera nam banaya pas ALLAH Mahmood he or me muhammad hoo.
ALBADAYA WANNIHAYA J2 P21
sachmsgs plz fwd.

12= NOORI BASHAR> Hafiz ibne hjr ki rawayat me itna za'id he k hazrat aadam ki paidaish se 2000 sal pahle .. Allah k samne ... ye noor tasbih karta tha or farishte us ki tasbih k sath tasbih karte the. Jab hazrat aadam paida huwa to ye noor uski pusht me rakh dya ..... Us noor ko zamin ki taraf utara. ALMATALIBUL AALYA J4 P177 H4257 Matbooaa makkah mukarrama. Subhanallah aaqa salallaho allaihi wassalam ne apna meelad kitna khoobsoorat parha he. Or Allah ne?Next
Sachmsgs plz fwd.

13=NOORI BASHAR> ALQURAAN- beshak aagaya tumhare pas ALLAH ki taraf se noor or roshan kitab ALMAIDA. A15. Jamhoor mufasireen ka is pe ittafaq he k is aayat me Noor se murad huzoor salallaho allaihi wassalim ki zat e grami he or kitab e mubeen se murad quraan majid he. Tibiyyanul quraan j3 p133. Ham HUZOOR ko hashmi makki madani qarashi kahte hen lekin ghaur rahe! Allah farmata he k ye noor meri taraf se aaya to AAP ki pahli shanakhat to QUDSI hui . Next.
Sachmsgs plz fwd.

14= NOORI BASHAR> nabi salallaho allaihi wassalam pe noor ka ittilaq kya gaya ku k aap andheroo se noor ki taraf hidayat dete hen. Baz mufassirin ne ye kaha he k noor or kitab donoo se murad quraan he ye donoo quraan k wasf hen or atf k lie lafzi taghayar kafi he us k muqable me kaha ja sakta he k is me kya rukawat he k donoo lafz huzoor ki naat or sifat hon. Aap noor e azeem hen ku k anwaar me aap ka kamil zuhoor he . Continue...
Sachmsgs plz fwd.

15=NOORI BASHAR>
continued. Or aap hi kitab e mubin hen kun k aap israr k jamiu hen or ahkam ahwal or akhbar k zahir kane wale hen. Mula ali qari hanafi. SHARHA SHIFA J1 P114. Mere nazdik ye ba'eed nai k noor or quraan donoo se murad nabi salallaho allaihi wassalim hon. Or yaha bi sehat k lie unwan ka taghayar kafi hoga or huzoor par noor or kitab e mubeen donoo k ittilaq ki sehat me koi shak nai. Alama aalosi ROOHUL MA'AANI J6 P9.
Sachmsgs plz fwd.

16= NOORI BASHAR> Huzoor salallaho allaihi wasallim ka jism mubarak bi noori he . Rawayat me aata he k jab Allah ta'aala ne huzoor ki zat e aqdas ko paid karna chaha to jibraeel ko hukm dya k wo zamin par jaen or zamin k qalb ki mitti le aaen jibraeel janat k farishte or rafeeq e aala k farishte or huzoorsht me aawaz sunni to allah ne fermaya ye mere mahboob k noor ki tasbih he ye noor un ki pusht me chamakta tha farishte saf bandhe is noor ko dekhte or swd.

17= NOORI BASHAR> Continued. Us mitti ka noor tha or us ki shuaa azim thi farishtoon ne us k sath arsh kursi aasmanoo zaminoo paharoo or samandaroo k giram A.9
shaitani wasawas dalne waloo se door rahie huzoor salallaho allaihi wassalam k aam mamoolat zaroor dekhie isi se hi sunnat ka pata chalega lekin jht mushkil hojata. Isi lie hazrat aadam ki takhliq se pahle hi tayyari shuru ki gai. Huzoor ki zahri jismani banawat dekhkar shubha mat kijie kun k ye kubhanallah kahte the. Al mudkhil j2 p30
sachmsgs plz fwd.

18= NOORI BASHAR> Alquran- beshak tumhare pas tum hi me se ek azeem rasool aagae hen. ALTAUBA A.128 yani tumhari jins se rasool aaya ya tumhare pas aisa salallaho allaihi wassalam ka noor hissi yani nazar aane wala he hazrat jibraeel huzoor k pas bashari libas me bar bar aate rahe lekin kisi sahabi ne ye nai kaha k un k aane se roshni hogai lekin Aaqa k bare me kai riwayat mojood hen is point pe tafseel apni series MAZHAR E ZAAT me arz karooga inshaallahufar ka tariqa he next
sachmsgs plz fwd.

19= NOORI BASHAR> Alquraan- agar ham farishte ko rasool banate to mard hi banate or un par wohi shubha dal dete jis shubha me wo ab pare hue hen. Alanai phir hawa phir dawaat qalam or lauh ko phir aql ko peda kya. Pas zaminoo or aasmanoo k darmyan jo kuch he un ki paidaish ka mada e aula noor e muhammadwe gidh etc jesa bi he or usko isi tarha laud speaker pe ailan kar dena chahie jese mislukum ki rat laga kar sada muslimanoo ko gumrah karta he.
COM next
SACHMSGS PLZ FWD.

20= NOORI BASHAR> Uhd me huzoor salallaho allaihi wassalim k dandan e mubarak shaeed hone or taaif me patharoo ki barish me khoon bahte zaroor dekho lekin shaqq e sadr me sena cheer k dil bahir nikal kar dhone k bawujood khoon ka ek qatra bi na behne par bi socho. Janwaroo pe suwari k bat karte ho lekin buraq rafraf jibrail or deegar farishtoo k paroo pe suwari fermane par ghaur karo Lamakan me maujoodgi k waqt Aap ki hasiat ka andaza lagane ki koshish to karo next
sachmsgs plz fwd

21= NOORI BASHAR> ghair muqallidin k mashahoor aalim nawab waheed uz zaman likhte hen- Allah ne khalq ki ibtida noor e muhammadi se ki phir arsh phir panrasool aaya jo tumhari qaum se he tumhari zuban bolta he tum us k hasab nasab ko pehchante ho. Agar nabi farishtoo ki jins se hota to uska ittaba karna b ki qabr mubarak ki jaga se sufed noorani mitti lae. Us ko jannat k pani se goondha gaya hata k wo sufed moti ki tarha hogai continue.....
Sachmsgs plz fin aap noor e hissi bi hen. Next sachmsgs plz fwd.

22= NOORI BASHAR> ilm hikmat or danaai bi ek noor he jis se nayki ki dawat deker hidayat di ja sakti he isi ko noor e hidayat kaha jata he . Mere huzoord tawaf kya or tamam maklooq ne huzoor ki fazilat ko pahchan lya Allah ne hazrat aadam ki pusht me huzoor k mada e khlqat ki mitti rakhi to us ne apni puab zameen pe chalta phirta dekhie to asmanoo pe chalta kahkashaoo se guzrata lamakan ki sair karta bi to dekhie khana khata dekhie to saum e wisal pe bi ghaur kar lijie next
sachmsgs plz fwd.

23= NOORI BASHAR> (LAST) ALQURAAN- or nahi koi zameen me chalne wala or na koi parand k apne paroo pe urta he magar tum jesi ummaten. ALANAAM A38. Is aayat me UMMAMUN AMSALAKUM k lafz aaya he agar mislukum ki waja se koi huzoor ko apne jesa samjhta he to wo amsalukum ki waja se gadhe kutte khizir sanp kawi he HADYATULMEHDI P.56 . Isi se huzoor salallaho allaih wassalam ki noorananiat k hazir hona sabit hogaya hame taslim k Aap noor e hidayat bi hen. LekMING UP>
¤ IMAM MEHDI ¤
SACHMSGS plz fwd.

no image

*NIDA YA RASOOL'ALLAH*



*NIDA YA RASOOL'ALLAH*

(SMS#1)

Ya Rasulallah pukarnay k jawaz ka to
Is k suboot may Aayat w Ahaadees k jo anbar hain
uneh apnay dawey ki daleel py peash krnay sy
Qabal
Munkireen sy sawal hy k
Agar koi
HUZUR alaehi salamko Seega e Nida sy Bulaey to us py kia hukum hy
aur pukarey to us py kia hukum?
Neez wo ye B bata dain k Arbi Zaban may Nida k liye kitnay Seegay hain
aur in may Huzur k liye koan koan sy Jaiz or Baqi k liye kia hukum?
   

*NIDA YA RASOOL'ALLAH*

(SMS#2)



HUZOOR(SALLALLAHO ALAIHI WAASALLAM)Ne Ek Nabeena Ko Dua Ke Taaleem Farmaiye;



"ELAHI!

Mein Tujh Se Dua Maangta Aur Teri Taaraf Tawaju Karta Hun Baawasila Huzoor(Sallallaho Alaihi Waasallam)Mehrbani Ke Banni Hain,YARASOOL'ALLAH!Mein Huzoor Ke Wasiley Se Apne Rub Te Taraf Is Hajat Mein Tawaju Karta Hun Ke Meri Hajat Rawa Ho,In Ke Shafat Merey Haq Mein Qubool Farma"



{Tirmizi shariff

Jild#2

Pg#197

Matbooa;Amin Company Delhi}
   

*NIDA YA RASOOL'ALLAH*

(SMS#3)



IMAM NOOVI SHARAH SAHE MUSLIM RAHMAATULLAHI Ne "Kitab Alazzkar"Mein Hazrat Abdullah Ibne Abbas(Radi'Allahu Anhu)Se Rivayat Ke Hai;

Mere Pass Kisi Adami Ka Pao Sogaya-Mein Ne Kaha;

"Tu Us Shks Ko Yaad Kar Jo Tumhain Sub Se Ziyada Mehboob Hai"

Tu Us Shks Ne Kaha

"YA MUHAMMAD"

(Sallallaho Alaihi Waasallam)

Us Ka Pao Acha Hogaya

{KITAB ALAZKAR

PG#135}


   

*NIDA YA RASOOL'ALLAH*

(SMS#4)



IMAM MUJTAHID FIQHE AAJAL "ABDUL REHMAN KOFI MASHOOD"Ke HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD(RADI'ALLAHU ANHU)Ke Potay Aur Taabha Tabain Mein Se Hai;

Sur Per Buland Topi Rakhte Jis Mein Likha Tha;

"MUHAMMAD YAA MANSOOR"

{Meezan Alatadal Musanif Abou Abdullah

Jd#2

Pg#574}
   

*NIDA YA RASOOL'ALLAH*

(SMS#5)



IMAM SHAIKH-UL-ISLAM SHAHAB RAMLI ANSARI Ke Fatwa Mein Hai;

Aam Log Jo Shaktiyan Ke Waqt Anbiya,Mursalin wo Sualaheen Se Fariyad Karte Hai Yarasool'Allah(Sallallaho Alaihi Waasalam,Yaali,Ya sheikh Abdul Qadir Jilani Aur In Ke Mishaal Kalmaat Kahte Hai Kiya Yea Jaiz Hai Aur Woh Bd Intaqal Bhe Madad Farmate Hai?

Jwb;

Beshk Anbiya,Mursalin,Auliya,Aur Ulma se Madad Mangna Jaiz Hai Bd Az Wisaal Bhe Aur Woh Madad Bhe Karte Hain.

{Mushariq-Ul-anwaar

Musanif

Hassan Abou Yaala Hamzwi

Pg#059}

no image

Niyaz Ki Haqeeqat



Niyaz Ki Haqeeqat # 01

Har AHL E AQIDAT
RAJAB, MUHARRAM Me
Ya Deegar Ayyaam Me Niyaz Wagera
Karte Hen
Aur Usey IMAM JAFFER ya IMAM HUSSAIN radiyALLAHu anhuma
Ki Niyaz Ka Naam Dete Hen
Jo Esaal e Sawab K Lye Hota He Aur Ye Jaaiz He

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 02

Ye ESAAL E SAWAB Ki Ek Shaakh He Jo Ke Jaaiz Aur Mubaah Hi Nahi Balke Mustahab Amar He
Jis Ka Inkaar Mahaz
JIHAALAT o ENAAD He
Kyun Ke ESAAL E SAWAB
QURAN o SUNNAT Aur AEMMA e KIRAAM Ke AQWAL
Se Na Sirf Saabit He Balke Mashaik e Karaam Ka Is Par Amal Bhi Raha He

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 03

Q.Kya Esaale Sawab Jaaiz He?

A.Hazrat Saad Ne Arz Ki SARKAR Meri Maa Ka Inteqal Hogaya
To Konsa Sadqa Afzal He?
Farmaya PAANI Ka!
Unho Ne KuNWA[Well] Khdwaya Or Kaha Ye Saad Ki Maa Ka He
(Abu Daud J1 P#236)
(Musnad e Ahmed J5 P#275)
Behiqee Snan Kubra J4 P#185

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 04

Q.Kya Hamara Esaal e Sawab Puhanchta He?

A.
ALLAH Jannat Me Kisi Bandey Ke Darjaat Buland Karega To Wo Arz Karega,
Aye ALLAH Ye Darja Kese Buland Hua?
ALLAH Farmaye Ga Ke Tere Betey Na Tery Lye Istigfar Kya
(Adab ul Mufrid P#30)
(Ibn e Maja 268)
(Tibrani Osat J5 P#349)

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 05

Q.Kin Ulama Ne Niyaz Ko Jaaiz Likha?

1.Sadru Sharia Molana Amjad Ali
2.Muhaddis e Azam Pakistan Molana Sardar Ahmed
3.Hakeem ul Ummat Mufti Ahmed Yaar Khan Naeemi
(Kondey Ki Fazeelat)
4.Molana Abdul Mustafa Aazmi(Jannati Zewar P#389)
5.Mufti Khalil Khan Qadri
W Deegar

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 06

Q.Kya Niyaz FARZ He?

A.
Niyaz Karna FARZ ya WAJIB To Nhe Lekin MUSTAHAB Amal Zarur He
Karne Wala Sawaab Paaye Ga Lekin Na Karne Par Gunaah Nhe
Magar Jo Isey Haraam Kehte Hen Wo Ek Naik Amal Se Roktey Hen
Unhe Chahye Ke Apna QIBLA Durust Karlen, ALLAH Hidayat Dey

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 07

Q.Maah e Muharram Me RAAFZI (Shia) Bhi Niyaz Kartey Hen,
To Is Surat May Niyaz Karna Kesa..?

A.
Shari'at Ka Usool He Ke
K Kisi Achey Amal Ko Bad Mazhab Apna Len To Is Waja Se Usey Tark Nhe Kya Jaaye Ga Balke Koi Aisa Imtyaz Karna Hoga Jis Se Faraq Zaahir Ho
Jesey 10 Muharram Ka Roza Yahodi Rakhtey To Sarkar Ne 9 ya 11 Ke Roze Ki Talqin Bi Farmayi

Cont..

Niyaz Ki Haqeeqat # 08

Q.Kya NIYAZ Ki Mumaniat He?

A.Quran o Hadis Me Kahin Niyaz Ki Mumaniat Nhe
Balke Quran Me Irshad:
"To Khao Us Me Se Jis Par ALLAH Ka Name Lya Gaya,
Agar Tum Uski Aayaten Maantey Ho"
(Al-In'am V#118)
Yaani Jis Pr ALLAH Ka Name Zikar Kya,
Jese NIYAZ Par FATIHA Dete Waqt Quran Parha

Niyaz Ki Haqeeqat # 09

HALAAL Cheezen Na Khaney Walo Ko Tambeeh!!
'Aur Tumhe Kya Hua He K Is Me Se Na Khao Jis Par ALLAH Ka Name Lya Gaya
Halaan Ke Wo Tum Par Tafseel Se BAYAN Kar Chuka He Jo Is Ne Tum Par HARAAM Farmaya'
(Al-In'aam V#119)

Aur Niyaz Par Jo FATIHA Dete Hen Wo Qur'an Se Hi He

Cont...

Niyaz Ki Haqeeqat # 10

Q.Halaal Khane Ko Haram Kehna Kesa?

A.
Aur ALLAH Ne Unhe Jo Rozi Di, Wo Usey Haraam Thehratey Hen ALLAH Pr Jhoot Bandhte Hue, BeShak Wo GUMRAH Hue
(Al-An'aam V#140)

Agar FATIHA Di Aur Khana Haraam Hua To
Phir To Har Khaana Haraam Hua Ke BISMILLAH To
Parhi Hi Jaati He



Eesaal e Sawab Aur Niyaz Ke Topic Par Me Sarkar Alaihsalatu Wassalam Ke Karam Se Me Ne Aapko
10 SMS Bhej Dye, Aap Chahen To Sirf Bad Aqeeda Ko Jawab Dene Ke
Elawa Isey Apne Dusrey Members Ko Bhi SMS Fwd Karsaktey Hen, Jo Aage Fwd Krte Hon,
Me Ne SMS Aapki Aasani K Lye Series Wise Banaye Hen,

no image

Nazrana e Muhabbat



Nazrana e Muhabbat
01

#Dedicate To Mumtaz Qadri#

Aye Khuda Mera Har Sunni Jiyala Kardey

"Quwat e ishq Se Har Past Ko Baala Kardy"

Baandhey Ghaazi Ki Tarah Sar Pe Kafan Aur BiLAL

"Dahar Me Ism e Muhammad Se Ujala Kardy"

(Do Misrey Dr. Iqbal Ki Shairi Sey Iqtibaas)

By;
Bilal Qadri


Nazrana e Muhabbat
02

#Dedicate To Mumtaz Qadri#

Bhini Khushboo o Ujalon Ke Bharam Tere Hen

"Ki MUHAMMAD Sey Wafa Tu Ne
To Hum Tere Hen"

Kaash Farmayen Sar e Hashr Mere Aaqa, BiLAL

Aao Mumtaz Ke Ab Shaah e Umam Terey Hen

(Dusra Misra Dr. Iqbal Ki Shairi Sey Iqtibaas)

By;
Bilal Qadri


Nazrana e Muhabbat
03

#Dedicate To Mumtaz Qadri#

Pilaayi Ishq Ki Mey Hy BiLAL Mumtaz Ko Us Ny

Ke Jiska Name Rakha Hy Durudon Me, Azaano Me

Jahan Me Hogaya Mumtaz Tu,
Aye Qadri MUMTAZ

"Tu Shaaheen Hey Basera Kar Pahaaro Ki Chataano Men"

(Aakhri Misra Dr. Iqbal Ki Shairi Sy Iqtibaas)

By;
Bilal Qadri


Nazrana e Muhabbat
04

#Dedicate To Mumtaz Qadri#

Aafaton Ka Rukh Badal Dey Aur Balayen Us Se Phair

Us Deewane Ka Bhala Ho Jo Hey Sunniyon Ka Shair

Deta Hey Humko Duaen Karb Me Bhi Wo BiLAL

"Ya Rasoolallah Aapke Chahny Walon Ki Khair"

(Aakhri Misraa Mumtaz Qadri Ke Zubaan Sy Sunaa)

By;
Bilal Qadri


Nazrana e Muhabbat
05

Kahin Aamir,Kahin Deen Ka Alam,Qayyum Ka Banda

"Jo Ho Zouq e Yaqeen Paida To Kat Jaati Hen Zanjeeren"

Zehn Me Naqsh Hen Mumtaz Un Jazbon Ki Tasweeren

"Nigah e Mard e Momin Se Badal Jaati Hy Taqdeeren"

Uthao Haath, Karlo Tum Dua Ke Ho BiLAL Aisa

Jaladen Dushman e Millat Ko Rabb Ki Khufya Tadbeeren

no image

NAzAR



NAzAR
@01

Q.Kya NAZAR Lagna Haq Hey?

A.Sarkar Alaihissalatu Wassalaam Ne Farmaya
"Nazar Lagna Ek Haqiqat He"
(Ibn e Maaja V2 H#1298-99 P#358)

NAzAR
@02

@WAZiFA@

Para 29 Sura e Qalam
Ki Aakhri 2 Aayat Parh Kar Damm Kar Lya Karen.

Aur Ghar Se Nikalty Waqt
Sura e Falaq,
Sura e Naas Parh Lya Karen

no image

Note Khuwaan



Note Khuwaan
<01

ALLAH Hamey Azaab Sey Mehfooz Farmaye!

Aaj Kal Jo Jahil Bara e Naam
Naat khuwan Hen
Jo Apny Naam Aur Doulat Ki Laalach My
ALLAH Aur Uske Rasool Ke Name Ki
Be-Hurmati Karty Hen
Aur Zikrullah Ke Naam
Par Ajeeb o Gareeb Aawazein Nikaalty Hen ALLAH Hamey Aisa Be Adab Banny Sey Mehfooz Farmaye
Aur Jahil Logo Ko Haqeeqi
Midhat e RASOOL Karny Ki Toufiq
Ataa Farmaye
Aisi Mahafil Mey Shirkat Sy
Guraiz Aur Aisy Jahilon Ka
Bharpur Boycott Karen

Note Khuwaan
<02

Har Saal Hi Hum Ye Suntey Hen Ke
"Is Dafa Naat Khuwano Ne Hadd Kardi,
Aap ne Suna, Ab Is Tarah Naatein Parhi Jaane Lagi Hen" Wagera.

Magar Har Baar Ye Sunney Ke Bawajood Kya Hum Ne Khud Sy Note Khuwano Ka Boycott Kya?
Unhe Apni Mehfilo Me Bulwana Band Kya? Motey Lifafey Dena Band Kye?

Note Khuwaan
<03

Khaas Kar Punjab Waley
Jinho Ne Inko Note Khuwan Banaya,
Sar Pe Charhaya,
Na Hum Inhe Mehfilon Me Bulatey
Na Aaj Ye Is Tarah Karty

Ab Hum
In Sabka Yak Jehti Sey Mukammal Boycott Karen
Auur Jin Jin Mahafil Me Ye Aayen In Sy Suwalaat Kye Jaayen
Is Tarah Ke Aur Iqdaamaat Kye Jaayen

Note Khuwaan
<04

Kuch Arsey Pehle Jab
Ek Naat Khuwan Ne
Shah Sahab Se Bad Tameezi Ki Thi
Tab
Shah Sahab Ke Ek Mureed Ne Ek Misaali Kaam Kya Ke Buhat Bari Mehfil Sajaayi
Aur Us Me Note Khuwan Ko Bulwaya
Aur Announcer Sy Kehalwaya Ke
"Ye Buhat Acha Parhtey Hen,
Inko Sunny Ke Lye Awaam Aayi Hy,
Magar Muazrat Ke Saath Hum In Sey Naat Nahi Parhwayen Gy,
Kyunke Inho Ny Hamary Peer Sy Bad Tameezi Ki Hey
Lihaza Hum Inhe Inka Hadya Dekar Rukhsat Kartey Hen"

Note Khuwaan
<05

Agar QTV ne
Naat Khuwani Ka In'eqad
Shiyon Ke
Imam Barey,
Qadyaniyon k
Rabwa,
Tabligiyon k
Raaiwand,
My Kya To Phir Bhi Shareek Hongey?

Agar Nahi
Aur Ek Zarra Bi
Gairat e Eemani hy
To Hargiz Nahi.
To "Najisul Madari"
Ke Stage
(Meenar e Pakistan)
Par Jaaty Huwy
Gairat Kahan Mar Gayi Hy?

Note Khuwaan
<06

Jab Mehshar Ki Tapti Dhoop My
Ghazi Mumtaz Qadri
Tumhara Giraybaan Pakar Kar Poochen gay
k Mujhey
Qaatil o Mujrim
Kehny Waley
"Najisul Madari"
Ke Stage Par Jaaty Tumko Sharam Na Aayi?
To Kya Jawab Do Gey?
Sarkar Karim Ki Shafa'at Ke Umeedwaro!
QTV Ke Sabab Ye Umeed Toot Na Jaaye!


no image

Naat



Naat
@01

Q. Hamd, Naat or Manqabat Kisey Kehte Hen?

A. Teeno Ke Lafzi Ma'na To Taqriban Ek Hen
"Ta'reef o Touseef"
Lekin Majazi Ma'na Juda Hen

Hamd Ka Lafz ALLAH Ki Ta'reef Ke Lye,
Naat RASOOLULLAH Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Ta'reef
Aur
Manqabat Sahaba o Auliya Ki Khoobion Ke Lye Bola Jaata Hey.

Naat
@02

Mehfil E Naat Koi Naya Amal Nahi
Bulkey Ye Quran O Hadees, Sunnat e Shahba Se Sabit He

Ayesha RadiyALLAH Anha :
"Hazrat Hassaan Ke Lye Huzur Alahissalatuwassalaam Masjid Me Mimber Rakhwatey,
Us Per Khare Ho Kar Nabi Paak Se Mutaliq
(Kuffar O Mushrikeen Ke Muqabiley Me Fakhriya Ash'ar Parhtey"

Naat
@03

Q.Kya NAAT Parhna Sunnat e Sahaba He?

A.Jab Hazrat Hassaan Bin Saabit Naat Sharif Parhte, Aaqa Alahissalatu wassalaam Inke Lye Jibreel Ki Madad Ki Dua Krte
(Nisai V1 H#719 P#219)

Naat Parhne Wale K Lye Sarkar Ne Mimber (Stage) Rakhwaya,
Jibreel Bi Inke Sath Hotey
(Abu Daud V3 H#1570 P#570)

Naat
@04

Jab Hazrat Hassaan Naat Pahrte To Sarkar Khush Hokar Farmatey
"Beshak ALLAH Rooh ul Qudus Ke Zarye Hassaan Ki Madad Farmata He,
Jub Tak Woh ALLAH Aur Uske Rasool Ke Muta'alliq Fakhriya Ash'aar Bayan Farmatey Hen"
(Tirmizi-Kitab ul Aadaab
V5 P#138 H#2846)
(Ahmed Bin Hambal)
(Haakim)
(Abu Yaeli)

Naat
@05

Baraa Bin Aazib Raawi Hen Ke Beshak Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Waasallam)
Ne Hazrat Hassaan RadiyALLAHu anhu Se Farmaya:
"Aye Hassaan!
Jo Log Be Adab Aur Mere Gustakh Hen
Tum (Naat Me) Unke Gustakhana Kalimaat Ka Jawab Do
(Is Me) Jibrail Bhi Tumharey Madad Gaar Hen"
(Bukhari 4/1512 H#3897)

Naat
@06

Aswad Bin Sarih RadiyALLAHu Anhu Ne Arz Ki:
"Ya Rasool Allah Sallallaho Alaihi Wassallam !!
Beshak Me Ne Ek Qasida Me ALLAH KI Hamd Bayan Ki He Aur Dusrey Qasidey Me Apki Naat Bayan Ki He"
Is Par Aaqa e Do Jahan Ne Farmaya:
"Aao Aur ALLAH Ki Hamd Se Ibtida Karo"
(Ahmed Bin Hambal)
(Tibrani)

Naat
@07

Salma Bin Akwah Raawi Hen Ke Ek Raat Hum Sarkar Sallallahu Alahi Wasallam Ke Humraah Khyber Ki Taraf Ja Rahe The
Ek Shakhs Ne Aamir Bin Akwah Se Kaha Aap Apna Kalam Sunaen
Inho Ne Apna Kalam Sunaya,
Ye Sun Kar Huzoor Ne Farmaya;
"Ye Ountni Chalaney Wala Aur Ye Meri Naat Kahne Wala Koun He?"
Shahba Ne Arz Ki
"Ye Aamir Bin Akwah Hen"
Kush Ho Kar Farmaya :
"ALLAH Taala Us Per Rehmat Naazil Farmaye"
(Bukhari 4/1537)
(Bukhari 5/2277)
(Muslim 3/1428)

Naat
@08

Gazwa e Tabook Se Wapsi Per Hazrat Abbas Kahte Hen:
"Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Me AapKe Madah Karna Chahta Hun
Unke Izhaar e Khushi Per Aaqa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
"Kahye, ALLAH Aapke Daant Salaamat Rakhey"
(Haakim 3/369-370)
(Tibrani 4/213)
(Ibne Jouzi 1/54)

Naat
@09

Hazrat Nabagah Ne Huzur Ki Bargaah Me Taweel Qasida Ke 200 Ash'aar Parhe

Huzoor Ne Khush Hokar Dua Di;
"Allah Tumhare Mun Ke Mohar Na Torey
(Daant Salaamat Rakhey)"

Phir;
"Un Ke Daant Sab Logoun Se Ache They Aur Jab Unka Koi Daant Girta Tu Naya Aajata"
(Asqalani 6/394)
(Ibne Jouzi P#462,463)

Naat
@10

Sarwar e Kaainaat Sallallahu Alaihi Wasallam Jab Makkah Sharif Se Hijrat Farma Kar Madina Munnawrah Tashreef Laaye
To Ansaar e Madina Ki Bachchiyon Ne AapKi Aamad  Ke Moqey Par Daff Baja Kar Ek Qaseeda Parha
(Zurqani 4/100)
(Behqui 2/507)
(Ibn e Kaseer 2/583, 3/620)

Tala Al Badru Alaina....

Naat
@11

#Sana Khuwan e Mustafa#

Hazrat Abbas
(Haakim 3/369)
(Tibrani 4/213)

Hazrat Hamza
{Ibn e Ishaq P#212-213)
{Ibn e Hashaam P#503-504)

Abu Taalib
(Bukhari 1/342)

Abu Siddique
(Bukhari 4/1619)

Safiya Bint e Abdul Muttalib
(Hafiz Shamsuddin Damishqi)

Sheema Bint e Haleema
(Asqalani 7/165-166)

Naat
@12

#Sana Khuwan e Mustafa#

Abou Sufyan Bin Haris
(Ibn e Aseer 6/142-143)

Abdullah Bin Rawaha
(Bukhari 1/387, 5/2278)

Ka'ab Bin Maalik
(Ibn e Abi Aasim)

Hassaan Bin Sabit
(Bukhari 1/183)

Zaheer Bin Sard
(Ibn e Aseer 2/325)

Abbas Bin Mardas
(Ibn e Hashaam P#977,949)

Ridwanullahi Alehim Ajmain

Naat
@13

#Sana Khuwan e Mustafa#

Ka'ab Bin Zaheer
(Haakim 3/670-673)

Abdullah Bin Alzabra
(Ibn e Hashaam P#942-943)

Abu Ahmed Bin Hajis
(Ibne Kaseer 2/522)

Naat
@14

#Sana Khuwan e Mustafa#

@Hazrat Abu Bakar Siddique
@Hazrat Umar Farooq
@Hazrat Usman Ghani
@Hazrat Ali
(Abu Zaid Qureshi P#10)

@Hazrat Umro Jini
(Jinn Sahabi)
(Ibn e Hashaam P#419)

@Aamir Bin Akwah
(Bukhari 4/1537)

@Abdullah Bin Haris
(Ibn e Hashaam P#293)

Ridwanullahi Ta'ala Alehim Ajmain

Naat
@15

#Sana Khuwan e Mustafa#

Syeda BiBi Fatima
(Bukhari 4/1419)

Ummul Mo'mineen Syeda Ayesha Siddiquah
(Ibn e Jouzi P#463)

RadiyALLAHu Anhuma
Wagerahum

Naat
@16

Q.Aaj Kal Aksar Naataun My Huzoor Ke Lye Lafz "Too"
Aur "Teray" Key Alfaz Sy Pukara Jata Hy
Ghous Paak Aur Deegar Auliya
Ke Lye Bhi Yahi Hota Hy.
To Kya Ye Inki Shaan
My Gustakhi Nahi?

A. "TERA" aur "TU"
Ye Donu Lafz Urdu Zuban My Kalma e Khitab Hen.
Dar Asal Ye Donu Lafz Wahid Ke Lye Istemal Kye Jatey Hen.
Jabke "TUM" Aur "TUMHARA"  Jama Ke Lye.
Magar Baat Cheet Mey
Izzet Afzayi Ki Khatir Ek Shakhs Ke Lye Bhi
Ye Istemal Karty Hen.
Aur Jab Adab Maqsood Hota Hy To "AAP" Istemal Karty Hen
Lekin
Shua'ara Aur Adbaa Ke Yahan Nazam Mey TU Aur TERA Ka Istemal Adaban Bhi Jaaiz Hey.
Next >>>>

Naat
@17

Aur Shu'ara Aur Adeebon
Ke Nazdeek
Is Lye In Alfaz Ka Istemal
Durust Hey Ke Ye Lafz Intihayi Lagao Aur Ta'alluq Ka Pata Dety Hen.
Pyar o Muhabbat,
Aqeedat o Ulfat,
Naaz o Andaaz Sey
Bhi Iska Istemal Rawaa Hey.
Huzoor Sey Waalihana
Khitaab Ka Ye Tarz Farsi Mey
Bhi BaKasrat Paaya Jaata Hey.

Naat
@18

Urdu Tareekh e Adab Ka Khulasa Ye Hy Ke
Huzoor Ki Zaat Wo Zaat Hy
Jo Makhlooq My
Fard Hy Aur Iski Fardiyat Ke Izhar Ke Lye "TU" Ka Istemal
Zyada Munasib Aur Baleeg Hy
Allama Jaami,
Molana Roomi,
Shams Tabraiz,
Aalahazrat,
Dr.Iqbal Alaehimurrehma
Jesy Buland Martaba
Naat Gou Hazraat Ny Bi
Ishq e Rasool My Mustagriq
Ho Ke Ja Baja Lafz "TU" Istemal Farmaya,
Nihayat Khushu o Khuzu
Sy Sirf "TU" Sy Ishq o Muhabbat Ke LaFaani Jazbaat Munsalik Kye Hen

Naat
@19

Q.Aurten Ghar Me MEELAD Parhen Aur Aawaz Bahar Sunayi Deti Hey, Kya Ye Durust Hey?

A.
AURAT Ki Aawaz Bhi
Aurat (Chupany Ki Cheez) Hey,
Aur Aurat Ki Khush Ilhani Ke Ajnabi Suney Mahall-e-Fitna Hey
Lihaza Ba Aawaz Aisa Parhna Ke
Na Mehram Tak Aawaz Jaaye
Haraam Hey
(Fatawa Razawiya 22/242)

no image

Naaf Ke Neeche Haath Baandhna



Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@01

Hazrat Ali;

Hathon Ko Hathon Par Rakhna Aur Inko Naaf Ke Neechy Bandhna Namaz Ki Sunnat Se Hey
(Musanif Ibne Abi Sheba V#1)

Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@02

Aaqa Alaihissalatuwassalaam Namaz Me Naaf Ke Neeche Haath Bandhtey They

(Mussanif Ibne Abi Shiba
V1 P#390)

Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@03

Hazrat Waail Bin Hajar
RadiyALLAHu Anhu;

"Me Ne Sarkar Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Dekha Ke Aap Ne Namaz Me Apne Daayen Haath Ko Baayen Par Zair e Naaf Rakha"
(Musannif Ibn e Abi Sheba
V12 P#390)

Iski Sanad Nihayat Sahee He
(Aasaar e Sunan V1 P#69)

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved