Update
Loading...
Friday, 28 June 2013

NOORI BASHAR>



TOPIC "Noori Bashar"
SMS (1-23)

SPREAD THE INVITATION OF MADNI SMS ISLAMIC GROUP
-----------------------------------------------

1= NOORI BASHAR > Agar noor k walidain nai hote to hazrat AADAM ko noor mano! Agar noor ka nikah nai hota to HAROOT MAROOT ko bashar mano. Agar noor ki aulad nai hoti to AASIA zoja firon ko noor mano. Agar noor ki qabr nahi hoti to hazrat IDREES ko noor mano. Agar NOORUNMIN NOORULLAH se Allah k noor k taqsim hoti he to hazrat ESA ko ROOHULLAH mat mano or WA NAFAKHTU FIHI MINRROOHI ka inkar kardo.
Sachmsgs plz fwd.

2=NOORI BASHAR> jab tak mere aaqa noor mahz the aap k walidain nikah aulad or qabr mubarak na thi or jab libas e bashari me tashrif lae to ye tamam luwazmat e basharya bi sath jalwa gar hue ALQURAAN= beshak tumhare lie rasoolallah ki pairvi behtar he IHZAB a.21. Agar ye noor e khuda libas e basharyat me zindagi guzarne ka practical kar k na dikhata to taleem e ummat kese hoti ? Sallu alal habib.
Sachmsgs plz fwd.

3=NOORI BASHAR> thanvi ne nashr ut tayyib p.7 or arrfaa wal wazaa p, 13 or Gangohi ne fatawa rasheedya p. 157 pe is hadees ki tosiq ki k ALLAH NE SAB SE PAHLE MERA NOOR TAKHLIQ FERMAYA. (madarijun nabwah j1 p7 shaikh muhadis abdulhaq dehlvi) Bashar to bht baad ki bat he bal k aaqa salallaho allaihi wassane fermaya. Me us waqt bi nabi tha jab aadam miti or pani k darmyan tha Madrijunnabwa j1 p7
sachmsgs plz fwd.

4= NOORI BASHAR> quraan me bashar k 3 aqsam bayan kie gae 1. Khaki bashar > me paida karne wala hoo bashar miti se SUAD A. 71 2.aabi bashar> or wohi jis ne paida fermaya bashar ko pani ki boond se ALFURQAN A.86. ek khaki bashar k ilawa baqi sab bashar aabi k nutfe se paida hue Lekin miti pani to baad me balam ne fermaya k me us waqt bi nabi tha jab aadam rooh or jism k darmyan tha MISHKAT P.513.
Sachmsgs plz fwd.

5= NOORI BASHAR> quraan me bashar ki 3rd qism noori k bashar ban kar aane ka bayan he Badr me 3000 noori bashar ban kar aae phir 5000 aae Aal e imran 123 124 125 Hazrat ibrahim k pas 2 noori bashar ban k aae (Hood 69 70 Alhajr 51 52 Zaryat 24 25 26) bibi maryam k pas roohul amin sehatmand bashar k roop (fatamassal) me aaya (Maryam 17) jab un se poocha to kaha me to allah ka rasool (bheja hua) hoo (20) . Sabit hua k noori rasool bashar ban kar aasakta he.
Sachmsgs plz fwd.

6= NOORI BASHAR> surah maryam aayat 17 me lafz FATAMASSAL se wazih hua k wo bashar nai misl e bashar tha. Isi tarha BASHARUMMISLUKUM (kahf 110) ka maqsad ye nahi k me mahz bashar hoo bal k Fermaya me tumhari misl bashar hoo. Yani tum bashar or me misl e bashar hoo . Lihaza huzoor ki basharyat ka inkar kufr or mahz bashar kahna khuli gumrahi he. Aise hi agar koi kahe k us ki misal sher jesi he to us ka maqsad he wo sher nai bal k sher siffat he.
Sachmsgs plz fwd.

7=NOORI BASHAR> insan k chehre or jism ki oopari khal ko basharah kehte hen. KITABUL AIN J1 P164. insan ki khal k zahiri hise ko basharah or batni hise ko adammah kehte hen insan ko uski khal k aitbar se bashar se tabeer kya jata he quraan me jis jaga bi insan k jism or zahir ka lihaz kya gaya us ko bashar se tabeer kya gaya. ALMUFARRIDAT J1 P60. surah kahf ki aayat ka matlab ab ye hoga k FERMADIJIE K ME ZAHRI JISM OR KHAL K LIHAZ SE TUM JESA HOO.
Sachmslmatalibul aalya j.4 h.4256
sachmsgs plz fwd.

8= NOORI BASHAR> aksar ashya pe likha hota he made as japan. Jis ka matlab hota he ye japani nai bal k us k misl banai gai he ye hi faraq he bashar or misle bashar me. Bashar ishare se dhaga na tore Misle bashar ishare se chand tore sooraj more. Bashar ka thook waba Misle bashar ka luaab shifa. Bashar miti ki moorat Misle bashar Allah ki soorat. Bashar madiyat Misle bashar haqaniyat. Bashar khaki Misle bashar aflaki . Sallu alal habib.
Sachmsgs plz fwd.

9= NOORI BASHAR> ALQURAAN- Or namaziyoo me tumhare daure ko. ALSHUARA A219. hazrat ibne abbas is aayat ki tafseer me fermaya k aap ne fermaya k me ek nabi ki pusht se doosre nabi ki pusht me muntaqil hota raha . Almojamul kabir h.12021. Masnadul bazar h.2242. Majmauz zawaid h.11247. Maula ali se rwayat k Aap ne fermaya k hazrat aadam se leker apni walda tak me nikah se paida kya gaya hoo. Mujhe zamana e jahiliyyat ki badkari ki kisi cheez ne nahi chuwa. Ags plz fwd.

10 =NOORI BASHAR> Hazrat ibn e abbas ne poocha ya rasool allah salallaho allaihi wassalam jab hazrat aadam jannat me the to aap kahan the? Aap muskrae or fermaya Me hazrat aadam ki pusht me tha or jab mujhe kishti me suwar karaya gaya to me apne bap hazrat Nooh ki pusht me tha. Or jab mujhe aag me phenka gaya to me hazrat ibrahim ki pusht me tha mere walidain kabi badkari pe jama nahi hue ALLAH TA'AALA mujhe hamesha pakiza rehmoo me muntaqil karta raha continue..
Sachmsgs plz fwd.

11= NOORI BASHAR> Continued. Meri sifat mahdi he. Jab bi do shakhen mileen me sab se achi shakhoon me tha ALLAH ne mujh se nabuwwat ka misaq or islam ka ahd lya or taurat or injil me mera zikr phailaya har nabi ne meri sifat bayan ki or zameen mere noor se chamak uthi or badal mere chehre se barasta he or mujhe apni kitab ka ilm dya. Or asmanoo me mere sharf ko ziada kya or apne nam se mera nam banaya pas ALLAH Mahmood he or me muhammad hoo.
ALBADAYA WANNIHAYA J2 P21
sachmsgs plz fwd.

12= NOORI BASHAR> Hafiz ibne hjr ki rawayat me itna za'id he k hazrat aadam ki paidaish se 2000 sal pahle .. Allah k samne ... ye noor tasbih karta tha or farishte us ki tasbih k sath tasbih karte the. Jab hazrat aadam paida huwa to ye noor uski pusht me rakh dya ..... Us noor ko zamin ki taraf utara. ALMATALIBUL AALYA J4 P177 H4257 Matbooaa makkah mukarrama. Subhanallah aaqa salallaho allaihi wassalam ne apna meelad kitna khoobsoorat parha he. Or Allah ne?Next
Sachmsgs plz fwd.

13=NOORI BASHAR> ALQURAAN- beshak aagaya tumhare pas ALLAH ki taraf se noor or roshan kitab ALMAIDA. A15. Jamhoor mufasireen ka is pe ittafaq he k is aayat me Noor se murad huzoor salallaho allaihi wassalim ki zat e grami he or kitab e mubeen se murad quraan majid he. Tibiyyanul quraan j3 p133. Ham HUZOOR ko hashmi makki madani qarashi kahte hen lekin ghaur rahe! Allah farmata he k ye noor meri taraf se aaya to AAP ki pahli shanakhat to QUDSI hui . Next.
Sachmsgs plz fwd.

14= NOORI BASHAR> nabi salallaho allaihi wassalam pe noor ka ittilaq kya gaya ku k aap andheroo se noor ki taraf hidayat dete hen. Baz mufassirin ne ye kaha he k noor or kitab donoo se murad quraan he ye donoo quraan k wasf hen or atf k lie lafzi taghayar kafi he us k muqable me kaha ja sakta he k is me kya rukawat he k donoo lafz huzoor ki naat or sifat hon. Aap noor e azeem hen ku k anwaar me aap ka kamil zuhoor he . Continue...
Sachmsgs plz fwd.

15=NOORI BASHAR>
continued. Or aap hi kitab e mubin hen kun k aap israr k jamiu hen or ahkam ahwal or akhbar k zahir kane wale hen. Mula ali qari hanafi. SHARHA SHIFA J1 P114. Mere nazdik ye ba'eed nai k noor or quraan donoo se murad nabi salallaho allaihi wassalim hon. Or yaha bi sehat k lie unwan ka taghayar kafi hoga or huzoor par noor or kitab e mubeen donoo k ittilaq ki sehat me koi shak nai. Alama aalosi ROOHUL MA'AANI J6 P9.
Sachmsgs plz fwd.

16= NOORI BASHAR> Huzoor salallaho allaihi wasallim ka jism mubarak bi noori he . Rawayat me aata he k jab Allah ta'aala ne huzoor ki zat e aqdas ko paid karna chaha to jibraeel ko hukm dya k wo zamin par jaen or zamin k qalb ki mitti le aaen jibraeel janat k farishte or rafeeq e aala k farishte or huzoorsht me aawaz sunni to allah ne fermaya ye mere mahboob k noor ki tasbih he ye noor un ki pusht me chamakta tha farishte saf bandhe is noor ko dekhte or swd.

17= NOORI BASHAR> Continued. Us mitti ka noor tha or us ki shuaa azim thi farishtoon ne us k sath arsh kursi aasmanoo zaminoo paharoo or samandaroo k giram A.9
shaitani wasawas dalne waloo se door rahie huzoor salallaho allaihi wassalam k aam mamoolat zaroor dekhie isi se hi sunnat ka pata chalega lekin jht mushkil hojata. Isi lie hazrat aadam ki takhliq se pahle hi tayyari shuru ki gai. Huzoor ki zahri jismani banawat dekhkar shubha mat kijie kun k ye kubhanallah kahte the. Al mudkhil j2 p30
sachmsgs plz fwd.

18= NOORI BASHAR> Alquran- beshak tumhare pas tum hi me se ek azeem rasool aagae hen. ALTAUBA A.128 yani tumhari jins se rasool aaya ya tumhare pas aisa salallaho allaihi wassalam ka noor hissi yani nazar aane wala he hazrat jibraeel huzoor k pas bashari libas me bar bar aate rahe lekin kisi sahabi ne ye nai kaha k un k aane se roshni hogai lekin Aaqa k bare me kai riwayat mojood hen is point pe tafseel apni series MAZHAR E ZAAT me arz karooga inshaallahufar ka tariqa he next
sachmsgs plz fwd.

19= NOORI BASHAR> Alquraan- agar ham farishte ko rasool banate to mard hi banate or un par wohi shubha dal dete jis shubha me wo ab pare hue hen. Alanai phir hawa phir dawaat qalam or lauh ko phir aql ko peda kya. Pas zaminoo or aasmanoo k darmyan jo kuch he un ki paidaish ka mada e aula noor e muhammadwe gidh etc jesa bi he or usko isi tarha laud speaker pe ailan kar dena chahie jese mislukum ki rat laga kar sada muslimanoo ko gumrah karta he.
COM next
SACHMSGS PLZ FWD.

20= NOORI BASHAR> Uhd me huzoor salallaho allaihi wassalim k dandan e mubarak shaeed hone or taaif me patharoo ki barish me khoon bahte zaroor dekho lekin shaqq e sadr me sena cheer k dil bahir nikal kar dhone k bawujood khoon ka ek qatra bi na behne par bi socho. Janwaroo pe suwari k bat karte ho lekin buraq rafraf jibrail or deegar farishtoo k paroo pe suwari fermane par ghaur karo Lamakan me maujoodgi k waqt Aap ki hasiat ka andaza lagane ki koshish to karo next
sachmsgs plz fwd

21= NOORI BASHAR> ghair muqallidin k mashahoor aalim nawab waheed uz zaman likhte hen- Allah ne khalq ki ibtida noor e muhammadi se ki phir arsh phir panrasool aaya jo tumhari qaum se he tumhari zuban bolta he tum us k hasab nasab ko pehchante ho. Agar nabi farishtoo ki jins se hota to uska ittaba karna b ki qabr mubarak ki jaga se sufed noorani mitti lae. Us ko jannat k pani se goondha gaya hata k wo sufed moti ki tarha hogai continue.....
Sachmsgs plz fin aap noor e hissi bi hen. Next sachmsgs plz fwd.

22= NOORI BASHAR> ilm hikmat or danaai bi ek noor he jis se nayki ki dawat deker hidayat di ja sakti he isi ko noor e hidayat kaha jata he . Mere huzoord tawaf kya or tamam maklooq ne huzoor ki fazilat ko pahchan lya Allah ne hazrat aadam ki pusht me huzoor k mada e khlqat ki mitti rakhi to us ne apni puab zameen pe chalta phirta dekhie to asmanoo pe chalta kahkashaoo se guzrata lamakan ki sair karta bi to dekhie khana khata dekhie to saum e wisal pe bi ghaur kar lijie next
sachmsgs plz fwd.

23= NOORI BASHAR> (LAST) ALQURAAN- or nahi koi zameen me chalne wala or na koi parand k apne paroo pe urta he magar tum jesi ummaten. ALANAAM A38. Is aayat me UMMAMUN AMSALAKUM k lafz aaya he agar mislukum ki waja se koi huzoor ko apne jesa samjhta he to wo amsalukum ki waja se gadhe kutte khizir sanp kawi he HADYATULMEHDI P.56 . Isi se huzoor salallaho allaih wassalam ki noorananiat k hazir hona sabit hogaya hame taslim k Aap noor e hidayat bi hen. LekMING UP>
¤ IMAM MEHDI ¤
SACHMSGS plz fwd.

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved