Update
Loading...

New Design

Recent Post

Showing posts with label K. Show all posts
Showing posts with label K. Show all posts
Thursday, 27 June 2013
no image

Kundey Ki Bijli



#01

Kunday ki bijli waqaee Chori hy, magar iblees ki pairwi kartey yaom e Meelad andhairay Q kartay ho?

Kaba ki Shabeeh ka Tawaf waqaee Haram magar Dilon k Kaba ki Tazeem o Toqeer ka inkar kon sa islam hy?

Khud to kabhi kisi ko khilana nhi Or Ghareebon Ko jo khilain unko bhi rokna Konsa Insaf hy?

Midhat e Mustafa to Allah aur us k tamam Naik bandon ki sunnat tum usko shor sabit kr k kis ki boli bol rahay ho?

CHALLANGE:
Bid'at ki sahee Tareef kr k bata do
   
#02
Kya Kisi Sunni Aalim Ne Kunde Ki Bijli Ke Jawaaz Ka Fatwa Dya He? Agar Koi Ye Gunaah Krta He To Ye Uska Fael He.

Ab Zara Isey Bhi Dekhen: >>

Kya Nishtar Park Me Khud Kash Hamla Krne Wala Lashkar e Jhangwi Se Nhe Tha?

Kya Laal Masjid Se Kitabo Ki Jaga Weapons Nhe Nikle?

Kya Dr.Usmani Khud Kash Bambaar Ka Ta'alluq Jamat e Harami Se Nhe Tha?    
#03
Har Itwar Jamat e Gair Islami Ki Rallyian Nikaal Ke Logo Ko Pareshan Karna Konsa Islam He?

Apni Masjido Me Kaaba Sharif Ki Tasawir Lagana Kya Bid'at Nhe?

Kisi Musalman Ko Luqma Khila Dena Sadqa He, Kya Hadis Nhe Sunai, Tumhare Molwio Ne? ya 'Shirk' Aur 'Bid'at' 2 Hi Word Karwate Hen Tumhare Molvi?    
#04
Khud Khash Dhamake, Laal Masjid Me Aslha, Ye Konsa Deen He Bhai?

Jo Ye Sub Kaam Karey Usko Musalman Kehna Kesa Hay?

Jo Meelad Manaye Usey Mushrik Kehna Kahan Likha He?

14 Aug Manana Quran o Hadis Se Saabit Karo?

Hukum Ki Jamaa (Plural) 'Ahkaam' Hoti He, Ye 'Hukmo' Konsi Zuban Ka Lafz He Bhai?    
#05
Nabi Ka Din Mananay Ge To Ahkaam Par Chalna Nasib Bhi Hoga InshALLAH, Aqida Pakka To Jannat Bhi Pakki He

Tum Ne Ab Tak Ishq-e-Nabi Ka Dawa Karke Kin Kin Musalmano Ko Mushrik Kahaa Iska Hisaab Do

Aur Bi Kuch Suwal Puchne Hain Tumse, Agar Maan Ka Doodh Piya He To Ek Ek Suwal Ka Jawab Dena!    
#06
Ye Batao Ke
1) Raywond Ka Ijtema
2) Masjidon Men jama'aten Lye
Ghooma
3) Road Block Kar k Jamat-e-ghair islami K Dharne , Jalse Aur Reliyan
4) Madaris k liye chande ki raseeden or petiyan liye jaga jaga phirna
5)Tabligi Nisab Ka Dars
6) S.S.P Ka Youm e Siddiq e Akbar Par Juloos Nikaalna    
#07
7) Khatm e Bukhari Karna
8) Jashn e Daar ul Uloom Diyoband Manana Aur usme Hinduon ko Bulana
10) Gair Muqallid Wahabio ka B Mukhtalif Moqo pr Railyaan Nikalna
11)Junaid Jamshed Aur Dusre Khabiso Ka Music Par Naat Parhna
12)Hanif Jaalendhri Aur Dusre Wahabyo Ka T.V Par Aana
13)Saeed Anwar Aur Yohana Ka Cricket Khelna
14)Tariq Jamil Ka Dua Me ALLAH Ke Hath Paun Ka Zikar Karna
15)Naeem Aur Fazlu Diesel Ka Meelad Me Bethna

In Sub Par Kya Hukum Lage Gaa?

no image

Kufriya Ibaaraat



Kufriya Ibaaraat
01

Al-Quran;
"Jo ALLAH Aur Uske Rasoolon Ko Nahi Maantey Aur Chahte Hen Ke ALLAH Se Uske Rasoolon Ko Juda Karden Aur Kehte Hen Kisi Par Iman Laiyye Aur Kisi Ke Munkir Hoiyye.
Aur Chahte Hen Ke Imaan O Kufar Ke Beech Men Koi Raah Nikal Len.
Yahi Hen Theek Theek Kaafir.
Aur Hum Ne Kaafiron Ke Lye Zillat Ka Azaab Rakha Hey"
(P#6 Ayat#151)

Is Segment Me Qur'ani Aayaat Paish
Karkey Ab Bad Aqeeda Logo Ki Kufriya
Ibaaraat Paish Ki Jaayengi

Kufriya Ibaaraat
02

Al-Quran;
"ALLAH Ki Qasam!
Inho Ne Na Kaha Aur Beshak Zarur Inho Ne Kufar Ki Baat Kahi Aur Islam Mein Aakar Kaafir Hogaye"
(P#10 Ayat#84)

Kufriya Ibaaraat
03

Ta'reef >

Jo Kuch Nabi Apny
Rab Ke Paas Sy Laye
Chahy Wo Hukum Ho Ya Khabar,
Kisi 1 Ki Takzeeb
Ya Kisi 1 Zaruryat e Deen
Ka Inkar Kufr Hy

Kufriya Ibaaraat
04

@ Zaruryat e Deen @

ALLAH Ki Wehdaniyat,
Uska Tamaam Aebon Sey Paak Hona,
Qur'an w Aasmani Kutub Ka
Ilhami o Mehfooz Hona,
Anbiya Ki Nubuwwat, Mojizat,
Unko Gair Nabi Sey Afzal Jan'na,
Jannat, Dozakh, Hashr o Nashr,
Huzoor Ko Aakhri Nabi
Or Tamam Rusul Sy Afzal Man'na,
Jiski Hurmat Qat'ayi Ho
Usko Haraam,
Jiski Hillat Yaqeeni Ho
Usko Halaal Jan'na Etc

Kisi 1 Ka Inkar Ya Shakk Kufr Hy
Chahey Aisa Karny Wala
Namaz Rozey Ka Paaband Ho

Kufriya Ibaaraat
05

Kafir Ke Lye Hukum >

Jab Kisi Par Kufr Lazim Aaye
To Usy Az Sar e Nou
Islam Lany Or Tajdeed e Nikah
Ka Hukum Dya Jayega

Albatta
Gustakh e Rasool Ki Saza Qatal
O NaQabil e Muafi Hy

Ye Saza Shar'yi Had Hy
Jiska Ta'ayyun Huzur Ny Faramya Hy

Jo Kafir Ko Kafir Na Janey Wo Bhi Kafir Hy

Kufriya Ibaaraat
06

Yaad Rahey !
Hamara Deobandiyon, Wahabiyon
Se Asal Ikhtilaaf Ye Nahi Ke
Wo Mazaar Par Nahi Jaaty
Ya Niyaz Nahi Kartey
Bulke Inke Akabireen Ne
Jo Rasool Dushmani Me Bakwaas Ki Hen
Iske Bawajood Bhi Inko HAQ Par Man'na
Aur Galat Na Samajhna
Yahi Asal Ikhtilaaf Hy

Ab Ibaaraat Parhye >>

Kufriya Ibaaraat
07

# Ibn e TAiMiA Ke Baatil Aqaaid #

> Khuda Ki Zaat Makani Hey

> Wo Murakkab Hey

> Wo Is Tarah Muhtaj Hey
Jesey Kull Apne Ajzaa Ka,

> Khuda Jism Rakhta Hey

> Ek Jaga Sey Dusri Jaga Muntaqil Hota Rehta Hey

> Khuda Ka Qadd Arsh Ke Barabar Hey

> Anbiya Gair Ma'soom Hen

> Unka Khuda Ke Nazdeek Koi Martaba Nahi
Islye Unka Waseela Jaiz Nahi

> Unki Ziyarat Ka Safar Safar e Gunaah Hey

Fiqhi Aqaaid:

> Namaz Jaan Boojh Kar Tark Ki Jaye To Qaza Wajib Nahi

> Janaabat Ki Haalat Me Shab Ke Nawaafil Parhe Jaa Sakty Hen

(Fataawa Hadeesiya P#86,87 Egypt)

Kya Sheikhul Islam Aisy Hoty Hen ?

Kufriya Ibaaraat
08

"Meri Laathi Muhammad Se Behtar Hey
Kyun Ke Is Se Saanp Maarne Ka Kaam Lya Jaa Sakta Hey
Aur Muhmmad Mar Gaye In Se Koi Naf'aa Baaqi Na Raha"

Muaz ALLAH

(Auzah ul Burhaan,
Qur'an Majeed Ke Galat Tarajim Ki Nishaani)

Writer:
Baani e Wahabiyah
Muhammad Ibn e Abdul Wahaab Najdi

Kufriya Ibaaraat
09

"Huzoor Ka Maazar Gira Deny Ke Laaiq Hey,Agar Me Is Par Qaadir Hogaya
To Gira Dunga"
(Auzah ul Burhaan -
Muhammad Ibn e Abdul Wahab Najdi)

Kufriya Ibaaraat
10

"Har Makhluq Bara Ho
(Nabi,Farishtey)
Ya Chota,
ALLAH Ki Shaan Ke Aagey Chamaar Se Zyada Zaleel He
(Taqwiyatul Imaan P#12
-Ismail Dehalwi)

Kufriya Ibaaraat
11

"Koi Cheez ALLAH Se Poshida Nhe,
Sab Anbiyah,Auliya
Uske RuBaru Zarra e NaaCheez Se Bi Kamtar Hen"
(Taqwiyatul Imaan P#46
Ismail Dehalwi)

Kufriya Ibaaraat
12

"Jo Koi Nabi,Wali,Imam Ya Kisi Farishte Ko
ALLAH Ki Bargah Me Shafi Maney Wo Mushrik o Jahil Hey"
(Taqwiyatul Imaan P#25
- Ismail Dehalwi)

Kufriya Ibaaraat
13

"Jis Ka Naam Muhmmad
Ya Ali Hey
Wo Kisi Cheez Ka Mukhtaar Nahi"
(Taqwiyatul Imaan P#34
By Ismail Dehalwi Wahabi)

Kufriya Ibaaraat
14

ALLAH Chahey To Karoron
Nabi MUHAMMAD Ke
Barabar Paida Kar Daaley
(NauzuBILLAH)
(Taqwiyatul Imaan P#34
-Ismail Dehalwi
-DarusSalam Lahore)

Kufriya Ibaaraat
15

Huzoor Ke Muta'alliq Jhoot Baandha;

"(Huzur Ne Kaha) Me Ek Din Mar Kar Mitti Me Mil Jaunga"
(MuazALLAH)
(Taqwiyatul Imaan P#50)

Kufriya Ibaaraat
16

Nabi Ke Ta'zeem Sirf Barey Bhai Ki Si Karni Chahye Bulke Us Me Bhi Kami Karni Chahye
(Taqwiyat ul Iman - Ismail Dehalwi)

Muaz ALLAH

Jabke Qur'an Ka Farmaan Hey ;
"Jis Tarah Tum Aapas Me Ek Doosrey Ko Pukaartey Ho Us Tarah Mery Rasool Ko Na Pukaaro"
(Surah Noor Aayt #63)

Kufriya Ibaaraat
17

"(Namaz Me) Sheikh Ya Is Jese Kisi Buzurg
Chahey Janab e Risaalat Hi Hon
Bail (Bull) Aur Gadhey Ki Soorat Me Mustagriq
(Kahayaal Karne) Se Zyada Bura Hai..
Huzoor Ke Waswasey Wali Rak'aton Me Haar Ek Rak'at Ke Badley 4 Rak'at Adaa Karey"
(Siraat e Mustaqeem P#98 -
Ismail Dehalwi)

Kufriya Ibaaraat
18

-Khalil Ahmed Deobandi;
-Rasheed Ahmed Gangohi;

"ALLAH Ta'ala Kizb (Jhoot Bolne) Par Qadir Hey"
(MuazALLAH)
(Buraheen e Qaatia P#284)

Kufriya Ibaaraat
19

"Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ka Youm e Meelad Manana
Hanood Ke Sang Kanahiyya Ki Wilaadat Ka Din Mananey Ki Tarah Hey
(Buraheen e Qaatia P#148
- Khalil Ambethwi Wahabi)

Ye Apney Fatwey Par Qaaim Na Rahe Sakey Aaj Kal Khud Naat Khuwani Kar Rahey Hen

Kufriya Ibaaraat
20

"Nabi Ko Taagot (Shaitan) Bolna Jaaiz Hey"
(Tafseer Balaagat ul Hairaan P#43)

Muaz ALLAH
Be Gairti Ki Intiha Ho Gayi

Kufriya Ibaaraat
21

Hindu ki Holi,
Deewali,
Soodi Raqam Ka Tohfa,
Hindu Ki Mithaayi Or Sharbat Jaaiz Hey
(Fatawa Rasheediya P#488
- Rasheed Ahmed Gandgohi)

Deobandiyon, Wahabiyon Ka
Hinduon Sey Pyar Dekhye
Jab Ke
Hamara Nazar O Niyaz
Inke Nazdeek Haraam Hey

Kufriya Ibaaraat
22

"Lafz Rehmat ul LiL AaLameen,
Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam)
Ki Sifat e Khassa Nahi
Bulkey UnKe Elawa Bhi Deegar Buzurgoun Ko Rehmat ul LiL AaLameen Keh Saktey Hen"
(Fatawa Rasheediya 2/12
- Rasheed Ahmed Gangohi Deobandi)

Kufriya Ibaaraat
23

Qasim Nanotvi Me
Ayyam e Tifli Me Khuwab Dekha;

"Me (Khud) Goya ALLAH Ki Goudh Me
Betha Hua Hun"
(Mushahiraat e Deoband P#30)

Kufriya Ibaaraat
24

Shaitan Khuwab Me
ALLAH Ki Soorat
Bana Kar Namoodaar Ho Sakta Hey
(Taqreer e Tirmizi P#443
- Ashraf Ali Thanwi
Idara Ta'leefat e Ashrafia)

Kufriya Ibaaraat
25

Ab Wo Ibaaraat Parhye ;
Jin Par
Aa'laHazrat Imam e Ahlesunnat
AlaihirRahma
Ne 4 Barey Akaabir e Deoband
Par Fatwa e Kufar Saadir Farmaya

Kufriya Ibaaraat
26

Huzoor Ke Ilm e Gaib Ko
Aam Insano, Bachon, Paaglon
Bulke Tamam Janwaron Ke Ilm Sey Tashbeeh Dena
(Hifzul Imaan P#8
- Ashraf Thanwi)

Kufriya Ibaaraat
27

"Awaam (Ya'ni Jaahilon) Ke Khayaal Me Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Sab Me Aakhri Nabi Hen,
Magar Ahle Ilm (Aqal Mandon) Ke Khayaal Me Aakhir Me Aana Kuch Fazeelat Nahi"

"Bilfarz Zamana e Nabwi
Ke Baad Bhi Koi Nabi Paida Ho Jaye To Huzoor Ki Khatmiyet Mey Koi Faraq Na Aaye Ga"

(Tehzeer Un Naas P#3, P#28
- Qasim Nanotvi Deobandi)

Muaz ALLAH

Yaad Rahey!!
Mirza Qadyani Ne Bhi Wahbiyon Ki Isi Ibaarat Ko Bunyaad Banaya Tha

Kufriya Ibaaraat
28

Khalil Ambethwi
Ne Shaitan o Malakul Mout Ka Ilm
Nabi Ke Ilm Sy Zyada Kaha;

"Shaitan Or Malakul Mout Ke Lye
Muheet e Zameen Ki Wus'at e Ilm,
Daleel e Shar'yi Se Sabit
Or Fakhr e Aalam Ke Lye
Is Ilm Ka Sabit Karna SHIRK Hy
(Buraheen e Qatia)

Jabke Rasheed Gangohi
Ne Iski Tasdeeq Ki

Kufriya Ibaaraat
29

In Statements Par
Ulama Ne 1924 Me Kufar Ka Fatwa Dya,
Aur Is Par 70 Ulama e Arab o Ajam
Ne Iski Tasdeeq Farmayi
(Hassaam ul Harmain)

Kufriya Ibaaraat
30

> Rasheed Gangohi,
Khaleel Anbethwi Par Fatwa
Malak ul Mout Alaihissalam
Aur Shetan Ka Ilm
Huzoor Alaihissalatuwassalaam
Se Zyada Bataney Par,

> Ashraf Ali Thanvi Par
Huzoor Ka Ilm Paagalon,
Janwaron Or Bachon Jaisa Batane Par,

> Qasim Nanotvi Par Fatwa
Naya NABI Aane K Imkan Par.

Kufriya Ibaaraat
31

Aalim e Jaleel
Moulana Syed Ismail
(Makkah Mukarrama) ;

"Qadyani, Rasheed Ahmed
Aur Is Ke Pairu
Khaleel Ahmed
Aur Ashraf Ali Ke Kufar Mey
Koi Shakk Nahi Aur Jo
Inke Kufar Mey Shakk Karey
Wo Bhi Kaafir Hey"
(Fatawa Hassaam ul Harmain P#120)

Kufriya Ibaaraat
32

Jin 70 Ulama Ne
Fatwey Ki Tasdeeq Farmayi
Un Me 36 Ulama
Arab Sharif Se Hen

Hum Ne Is Topic Me
Inki Sirf Makhsoos Ibaraat Code Ki Hen,
Inke Deegar Khuwabo Aur Baato Ka To
Jawab Hi Nahi
Jisy Likhne Me Bhi Sharam Aaye

Ye Tamam Moulvi
Deobandiyat Ki Bunyad Hen
Jab Bunyad Aisi Ho To...

Kufriya Ibaaraat
33

Ismaail Dehalwi Ke Muta'alliq
Aalahazrat Farmatey Hen;

"Mera Maslak Ye Hy Ke
Ismail Dehalwi Yazeed Ki Tarah Hey,

Agar Koi Kaafir Kahey
To Mana Na Karen Gey
Aur Khud Kahen Gey Nahi"
(Malfoozat e AalaHazrat Part1)

Kufriya Ibaaraat
34

Ek Hey Luzoom e Kufr,
Ek Hey Iltizam e Kufr.

Fatwa Kufar Ka Is Soorat
Mey Dya Jaata Hey
Jabke Ye Pata Chal Jaye
Ke Ibaarat Likhney Wala
Kufar Par Muttaley Honey
Ke Bawajood Araa Raha
Aurr Rujoo Na Kya.

Kufriya Ibaaraat
35

AalaHazrat Ne Ismail Dehalwi
Ki Ibaaraton Ko To
Gustakhana Aur Kufriya Farmaya.

Aur Kayi Maqamaat Par
In Ibaaraton Ko Kaafiron,
Mushrikon,
Paadriyon Aur Panditon
Ki Ibaarat Sey Badd Tarr Kaha

Dekhye !!
Aap ki Tasneefaat >>
Subhanus Subooh,
Al Kaokabatush Shahabiya
Hussaamul Haramain
Etc

Aap Ne Ismail Dehalwi
Ko Ahtiyaatan Kaafir Na Kaha
Ke Wo Aap Sey Qabal Hi
Waasil Ba ....... Ho Chuka Tha

Kufriya Ibaaraat
36
Last

# Ek Bhai Ne Dusrey Ko Kaafir Kaha #

"Agar Khan Sahab
(AalaHazrat Faazil e Barelvi) Ka Ye Hukum Bilkul Sahee Hey Ke
Jo Aisa Kahey Wo Kaafir,
Murtadd, Mal'oon Hey
To Jo Aise Ko Kaafir Na Kahey
Wo Bhi Kaafir Hey"
(Ashaddul Azaab P#12-13
- Murtaza Hassan Nazim Deobandi)

no image

KONDEY Ki Haqeeqat



KONDEY Ki Haqeeqat # 01

Har AHL E AQIDAT
Maah e RAJAB Me
MATTI Ke New Bartan Me
Poori, Kheer Ya Halwa Wagera
Karte Hen
Aur Usey IMAM JAFFER radiyALLAHu anhu
Ki Niyaz Ka Naam Dete Hen
Specially
22 Rajab Ko Khilatey Hen
Ye Kondey Kehlatey Hen

Jo Esaal e Sawab K Lye Hota He Aur Ye Jaaiz He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 02

Ye ESAAL E SAWAB Ki Ek Shaakh He Jo Ke Jaaiz Aur Mubaah Hi Nahi Balke Mustahab Amar He
Jis Ka Inkaar Mahaz
JIHAALAT o ENAAD He
Kyun Ke ESAAL E SAWAB
QURAN o SUNNAT Aur AEMMA e KIRAAM Ke AQWAL
Se Na Sirf Saabit He Balke Mashaik e Karaam Ka Is Par Amal Bhi Raha He

Cont...
KONDEY Ki Haqeeqat # 03

Q.Kya Esaale Sawab Jaaiz He?

A.Hazrat Saad Ne Arz Ki SARKAR Meri Maa Ka Inteqal Hogaya
To Konsa Sadqa Afzal He?
Farmaya PAANI Ka!
Unho Ne KuNWA[Well] Khdwaya Or Kaha Ye Saad Ki Maa Ka He
(Abu Daud J1 P#236)
(Musnad e Ahmed J5 P#275)
Behiqee Snan Kubra J4 P#185

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 04

Q.Kya Hamara Esaal e Sawab Puhanchta He?

A.
ALLAH Jannat Me Kisi Bandey Ke Darjaat Buland Karega To Wo Arz Karega,
Aye ALLAH Ye Darja Kese Buland Hua?
ALLAH Farmaye Ga Ke Tere Betey Na Tery Lye Istigfar Kya
(Adab ul Mufrid P#30)
(Ibn e Maja 268)
(Tibrani Osat J5 P#349)

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 05

Q.Kin Ulama Ne KONDEY Ko Jaaiz Likha?

1.Sadru Sharia Molana Amjad Ali
2.Muhaddis e Azam Pakistan Molana Sardar Ahmed
3.Hakeem ul Ummat Mufti Ahmed Yaar Khan Naeemi
(Kondey Ki Fazeelat)
4.Molana Abdul Mustafa Aazmi(Jannati Zewar P#389)
5.Mufti Khalil Khan Qadri
W Deegar

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 06

Q.Kya Kondey FARZ Hen?

A.
KONDEY Karna FARZ ya WAJIB To Nhe Lekin MUSTAHAB Amal Zarur He
Karne Wala Sawaab Paaye Ga Lekin Na Karne Par Gunaah Nhe
Magar Jo Isey Haraam Kehte Hen Wo Ek Naik Amal Se Roktey Hen
Unhe Chahye Ke Apna QIBLA Durust Karlen, ALLAH Hidayat Dey

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 07

Q.Imam Jaffer Ka Wisal 15 Rajab Ko Hua To Phir 22 Rajab Ko Kondey Kyun..?

A.Esaal e Sawab Ke Lye Usi Din Hona Ye Shart Nahi
Balke Mahine, Saal Ya Zindagi Me Jab Chahen Kar Sakte Hen,
Aur Aam Mushahida He K AHLESUNNAT 22 RAJAB Ko Hi Nhe Balke Poore Saal Ehtmaam Karte Hn

Cont..
KONDEY Ki Haqeeqat # 08

Q.RAJAB Ki 22 Ko Ameer Muawya Radiyallahu anhu ka Wisal Hua, Is Lye RAAFZI (Shia) Khushi Me Sheerni Pakatey Hen,
To Is Surat may 22 Rajab Ko Niyaz Taqseem Karna Kesa..?

A.
Shari'at Ka Usool He Ke
K Kisi Achey Amal Ko Bad Mazhab Apna Len To Is Waja Se Usey Tark Nhe Kya Jaaye Ga Balke Koi Aisa Imtyaz Karna Hoga Jis Se Faraq Zaahir Ho
Jesey 10 Muharram Ka Roza Yahodi Rakhtey To Sarkar Ne 9 ya 11 Ke Roze Ki Talqin Bi Farmayi

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 09

Q.SUNNI Aur SHIYA
Ke KONDO Me Farq Kya He?

A.Darasal Shiya Khaas 22 Rajab Hi Ko KONDEY Banate Hen
Aur SUNNI To Saara Mahina Hi Banatay Hen
Aur Sub Se Bara Fark NIYAT He
K SUNNI
IMAM JAFFER Ko Esaal e Sawab Karte Hen Jab Ke Shiya
HAZRAT MUAWYA K Bugz Me Aisa Karte Hen

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 10

Aamaal Ka Dar O Madaar Niyyato Par He (Bukhari)
Jo KONDEY Esaal e Sawab K Lye Karey Us K Lye JAZAA
Aur Jo Bugz Me Kare Usey SAZAA
Agar Koi Shetani Wasawis Ka Shikaar Hokar 22 Ke Kondon Ko Rafziyo Se Mushabihat Kahe Aur Usey Na Jaaiz Samjey To Wo Kisi Aur Din Hi Karley

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 11

Q.Kya NIYAZ Jaaiz He?

A.Quran o Hadis Me Kahi Niyaz Ki Mumaniat Nhe
Balke Quran Me Irshad:
"To Khao Us Me Se Jis Pr ALLAH Ka Name Lya Gaya,
Agar Tum Uski Aayaten Mantey Ho"
(Al-In'am V#118)
Yaani Jis Pr ALLAH Ka Name Zikar Kya Gaya
Jese NIYAZ Pr FATIHA K Waqt Quran Parha

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 12

HALAAL Cheezen Na Khaney Walo Ko Tambeeh!!
'Aur Tumhe Kya Hua He K Is Me Se Na Khao Jis Par ALLAH Ka Name Lya Gaya
Halaan Ke Wo Tum Par Tafseel Se BAYAN Kar Chuka He Jo Is Ne Tum Par HARAAM Farmaya'
(Al-In'aam V#119)

Aur Niyaz Par Jo FATIHA Dete Hen Wo Qur'an Se Hi He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 13

Q.Halaal Khane Ko Haram Kehna Kesa?

A.
Aur ALLAH Ne Unhe Jo Rozi Di, Wo Usey Haraam Thehratey Hen ALLAH Pr Jhoot Bandhte Hue, BeShak Wo GUMRAH Hue
(Al-An'aam V#140)

Agar FATIHA Di Aur Khana Haraam Hua To
Phir To Har Khaana Haraam Hua Ke BISMILLAH To
Parhi Hi Jaati He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 14

Rasheed Gangohi Deobndi K Nazdik Isaal e Sawab Ki Niyat Se Kondey Jaiz
Fatawa Rashidya P183

Ji?
Ya To Kondey Na Jaiz
Ya Gangohi... :)

KONDEY Ki Haqeeqat # 15

Q.Hum Kondey (Kheer Poori) Ki Niyaz Kyun Karte Hen?

Halwa Khana Meethe Aaqa Alahissalatuwassalam Ki
SUNNAT Par Amal He
(Bukhari 2/718)

"NABI Halwey Aur Shehad Ko Mehboob Rakhtey"
"Ghee Ka Gundha Hua
PARATHA (Puri) Sarkar Ko Pasand..."
(Ibne Maaja)

"Musalman Ko MEETHA LUQMA
Khilane Par Hashr Ki Takleef Se MEHFOOZ..."
(Sharahus Sudoor)

Malum Hua Ke MEETHA Luqma Sarkar Ko Pasand
To UMMATI Hone Ke Natey Hame Bi Pasand Hona Chahye

KONDEY Ki Haqeeqat # 16

Pichli Ki Janey Wali Baaton Se Malum Hua K
Kondey Jaaiz Bulke
Kaar e Sawab Hen
Lekin Jo Is Din AMEER Muawiya (RadiyALLAHu Anhu) Se Dushmani Ki Wajah Se KONDEY Karey To Wo Sun Ley,

"Jis Ne Anbiya Ko SUB (Gaali Di) Baka, Wo QATAL Kya Jaye Ga Aur Jis Ne Mere SAHABA Ko SUB (Gaali Di) Baka Usey Korey Lagaen Jayen"
(Jamiul Sagheer J2 P173)
(Fatahul Kabeer J3 P196)

Jo Bugz Rakhey
Wo Apney Anjaam Ka Intezar Karey!

no image

*Kiya Ambiyah Masoom Hain*



*Kiya Ambiyah Masoom Hain*

(sms1)

Aye Quran Aur Hadees Se Pochain,

Quran:

"Aye Iblees Mere Khas Bando Per Teri Dastars Nahe"

(Parah:14 Surah:15 Ayat:42)
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms2)

Shaitan La'een Ne Khud Iqrar Kiya

Quran:



"Aye Mola Mein In Sub Ko Gumrah Kardoun Ga Mager Tere Khas Bando Ko"

(Parah 14 Surah:15 Ayat:39,40)
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms3)

Quran:

Hazrat E Yusuf Ne Farmaiya:

"Hum Giroh Ambiyah Ke Liye Nahe Ke Hum Allah Ke Sath Shirk Karain"

(Parah 12,Surah:11,Ayat:88)
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms4)

"Har Shaks Ke Sath Shaitan Rahta Hai Jise Qareen Kaha Jata Hai. Magr Mera Qareen Muslman Hogaya Hai Lehaza Woh Mujhe Naik Mashware Deta Hai"

(Mishkat Baab Alwaswasa:18)
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms5)

"Hazrat E Umar Jis Raste Se Guzarte Shaitan Wahan Se Bhaag Jata"

(Sahe Bukhari Baab Umar Bin Khatab:3/1347,Sahe Muslim:4/1863,Sunan Alnisai:5/41)

Maloom Howa Rasool Ke Jis Per Nazar Pare Woh Bhe Mahfooz Hai
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms6)

Quran:

"Tumhare Mehboob Na Kabhe Gumrah Howe Na Behke"

(Parah:27,surah:53,Ayat:2)
   

*Kiya Ambiyah Masoom Hai*

(sms Last)

Ambiyah Masoom Hain Yea Aqeeda Muslmanou Ahle Sunnat wa jamat Aur Har Muslman Ka Hai, Lakin Kuch log is Aqeeda ka Inkar karte Hain Aur Un Ka Logo Ka Aqeeda Hai Ke Ambiyah Masoom Nahe,

Allah Un Ko Hidayat De.

no image

Khawarij



Khawarij
@01

Khawarij Ek Aisa Fitna Jiski
Khabar
Gaib Janne Waley Aaqa Alahissalatuwassalam Ne
1400 Saal Pehle Di

Al Qur'an;
"Aur Jab Un Se Kaha Jaye Zameen (Mulk) Men Fasaad
Na Karo To Kehte Hen
Hum To Sawarne Walay Hen,
Sun Lo Wohi Fasadi Hen"
(Baqarah Ayat#11,12)

Aagey Is Ziman Me Ahadis Parhy >>

Khawarij
@02

"Woh Kamsin Larkey Honge"
(Bukhari 6/2539 H6531)

"Dimaaghi Tour Par Na Pukhta (Brain Washed) Honge"
(Muslim 2/746 H#1066)

"Deen Ke Zaahir Par Amal Men Gulu Se Kaam Len Gey
Aur Ghani Daarhi
(Bikhri Hui Be-Ronaq)
Waley Hon Gey"
(Bukhari 4/1581 H#4094)

Khawarij
@03

"Bohat Oonchi Tehband Baandhney Waley Honge
(Ya'ni Shalwar Takhne Se Khoob Oonchi Rakhen Gey)"
(Bukhari 4/1581 H#4094)
(Muslim 2/842)

"Ye Kharji Log
(Harmain Sharifain Ke)
Mashriq (Najd) Ki Janib Se Niklen Gey"
(Bukhari 6/2848 H#8123)

"Ye Hamesha Nikalte Rahen Gy Yahan Tak Ke InKa Aakhri Giroh Dajjal Ke Sath Nikley Ga"
(Ya'ni Khawarij Dajjal Ke Khurooj Tak Tareekh Ke Har Dour Men Waqtan Fawaqtan Niklen Ge)
(Nisai 7/119 H#4103)

Khawarij
@04

"Imaan UnKe Halaq Se Nichey Nahi Utry Ga"
(Ya'ni UnKa Eman Dikhlawy Aur Na'rey Ka Hoga
Magar UnKe Ausaf,
Fikar O Nazariyat
Aur Kirdar Men Nahi Hoga)
(Bukhari 6/2539 H#6531)
(Muslim 2/746 H#1066}

"Woh Ibadat o
Deen Men Buhat Intiha-Pasand Hongy"
(M-Abi Ya'li 1/90)
(M-Abdur Razzaq 10/155)

Khawarij
@05

"Tum Men Se Har Ek UnKi Namazoun Aur Rozoun Ke Muqable Men Apni Namazoun, Rozoun Ko Haqeer Jany Ga"
(Bukhari 6/2540 H#6534)
(Muslim 2/844 H#1064)

Khawarij
@06

"Namaz UnKe Halaq Sy Nichey Nahi Utry Gi"
Ya'ni Namaz Ka Asar UnKe Ikhlaq o Kirdaar Par Na Hoga
(Muslim 2/848 H#1066}

"Woh Qur'an Ki Aise Tilawat Karen Ge Ke UnKi Tilawat Ke Samne Ke Tumhari Tilawat Ki Koi Hesiyat Nahi"
(Bukhari 6/2540 H#6532)
(Muslim 2/848 H#1066)

Khawarij
@07

"Woh (Bazariye Taaqat)
Logoun Ko Qur'an Ki Taraf Bulayen Gy
Lekin Qur'an Ke Sath UnKa Koi Ta'alluq Na Hoga"
(Abou Dawood 4/243 H#4765)

"Woh Bazahir Bari Achi Baaten Karen Gy"
Ya'ni Deeni Na'rey Buland Karen Gy,
Islami Mutaalbey Karengy"
(Bukhari 6/2539 H#6531)
(Muslim 2/746 H#1066)

Khawarij
@08

"Kirdar Ke Lihaz Sy Bary Zalim,
Darindey Or Ghinaony Hongy"
(Abu Dawood 4/243 H#4765)

"Tamam Makhlooq Sy Bad-Tareen Hongy"
(Muslim 2/850 H#1068)

Khawarij
@09

"Woh Hukumat e Waqt Ya Hukumran Ke Khilaaf Khoob Ta'na Zani Karengy
Aur In Par Gumrahi Aur Zalalat Ka Fatwa Lagaen Gy"
(Majma ul Zawaid 6/228)

"Woh Us Waqt Manzar E Aam Per Aengy Jab Logoun Men Tafarruqa
Aur Ikhtilaf Ho Chuka Hoga"
(Bukhari 3/1321 H#3414)
(Muslim 2/844 H#1065)

Khawarij
@10

"Woh Muslmano Ko Qatal Karen Gy Aur Buth Parstoun Ko Chor Denge"
(Bukhari 6/2802 H#6995)
(Muslim 2/841 H#1065)

"Woh Naa-Haq Khoon Bahaen Gy"
Yani Be-Gunaah Muslamano Ka Qatal Jaiz Samjhen Gey
(Muslim 2/748)

"Woh Naa-Haq Khoon Bahaen Gy JisKa ALLAH Ta'ala Ne Hukum Nahi Dya,
Aur Ghair Muslim Aqliyatoun Ke Qatal Ko Halal Samjhen Gy
(Ye Qoul Hazrat e Ayesha RadiyALLAH Anhaa Ka Farman Hy)
(Al Mustadrik Lil Hakim 2/166 H#2658)

Khawarij
@11

"Woh Qur'an Paak Ki Muhkim Aayat Per Imaan Laayen Gy,
JabKe IsKe Mutashabihaat Ke Sabab Halaak Hon Gey"
(Qoul Ibne Abbas RadiyALLAHu Anhu)
(Tibrani 3/181)

"Woh Zubani Kalami Haq Baat Kahen Gey
Mager Woh UnKe Halaq Sey Nichey Nahi Utren Gi"
(Muslim 2/849 H#1066)

Khawarij
@12

"Woh Kuffaar Ke Haq Men Naazil Hony Wali Aayat Ka Itlaaq Muslmano Par Karen Gy,
Isi Tarah Woh Dusrey Muslmano Ko Kafir Mushrik Qaraar Den Gey
Aur Dusrey Muslmano Ko Gumraah Kahen Gey
Aur Is Per Woh Najaaiz Qatal Kar Saken"
(Bukhari 6/2539)

Khawarij
@13

"Woh Deen Se Aise Khaarij Ho Chuke Hon Gy
Jesey Teer Shikaar Se Kharij Hojata Hey"
(Bukhari 6/2539 H#6531)
(Muslim 2/746 H#1066)

"Woh Aasmaan Ke Nichy Bad-Tareen Makhlooq Honge"
(Tirmizi 5/226 H#3000)

"(Ye) Dehshatgard Khawarij Jahannami Kuttey Hen"
(Tirmizi 5/226 H#3000)

Khawarij
@14

"Kharji Itne Gumraah Log Hen Ke Jo Aayaten Kaafiron Ki Muzammat Me Naazil Huin Inko Musalmano Par Chispaan Karte Hen"
(Bukhari 6/2539)

Khawarij
@15

Qura'n O Hadees Sy
"KHARIJI" Fitney Ke Muta'alliq Hum Ne Jaana

ALLAH
In Bad Aqida Ki Sohbat,
Mail Milaap,
In Ke Sharr
Se Hum Sbko Mehfuz Farmaye

no image

KARAAMAT



#01

Q. Jo AuliyaALLAH Se Durust Aqeeda Na Rakhe Uske Mutaliq Ulama Kya Farmate Hen?

A.Jo Shaks AuliyaALLAH Se Durust Aqeedat Na Rakkhe Us Ka Khatima Imaan Par Na Hone Ka Qavi Andesha He
(Barkat-E-Qadriat, Page:30)

ALLAH Hame Auliya Ki Aqeedat Se Wabista Rakhey
   

Send
#2

Q. KARAAMAT Kise Kehte Hen?

A. KARAAMAT Ism He Ikram Aur Takrim Se,
Istilah Me Us Khark e Aadat Ko Karamat Kehte Hen Jo Aqlan (Aadatan) Muhaal Yani Zaahiri Asbab K Zarye Iska Sudoor Na'Mumkin Ho
Magar ALLAAH Ki Ataa Se Auliya Karaam Se Aisi Baaten Basa Auqaat Sadir Hoti Hn
(Al-Nibraas,P#272,Multan)

Baaz Auqat Admi Karamat e Auliya K Muamle Me Shetan K Waswasy Me Aakr KARAAMAAT Ko Aqal K Taraazo Me Tol Leta He
Aur Gumrah Hojata He

no image

Kya Aap Namaz Me Aasteen Ya Paechy Fold To Nahi Kartey?



#01

Kya Aap Namaz Me Aasteen Ya Paechy Fold To Nahi Kartey?

Yaad Rakhye!
Aisa Karna,
Shalwar Dabochna
Yaa Kisi Bhi Tareeqe Se
Kaprey Ko Morna Makrooh Tehrimi (Qarib Ba Haraam),
Is Amal Ke Sabab Namaz Lotaana WAAJIB He
(Bukhari J1 P#113)
(Muslim J1 P#193)
(Tirmizi J1 P#22)
(Abu Daud J1 P#94)
   
#02

Mafhoom e Hadees:SARKAAR ALAI HIS SALAT O WASSALAAM nay irshad farmaya: MUJHY SATH(7) HADDION(do hathilian,do ghutny,dono kadam or peshaani) PAR SAJDA KARNY OR BAAL OR KAPRY NA URASNAY(Na fault karna) KA HUKAM DIYA GAYA HE
(sahi muslim H#1076)
(sahi bukhari H#774)
   
#03

¤Imam e Ahlesunnat¤

"Payinche Takhne Se Niche Rakhna Bi Makrooh e Tanzihi He"
Bahawala Bukhari
O Fatawa Alamgiri
(Fatawa Razawiya 27/93)
   
#04

KIYA AAP JANTE HEN ?
Kaprha Morh Kr Ya Shalwar
K Painche Fold Kr K Namaz Ada Krna Makroh E Tehrimi He Yani
Namaz Ka Lotana Wajib He-
BUKHARI>1/113
MUSLIM>1/193
   
#05

Aaj kal baz log Namaz k liye apni shlwar ya pent ko uppar ya niche se fold krte hen or Daleel ye dete hen hen k dekho Hadees me hai jis k paencha takhno se niche ho wo aag me hai.

Lekin dr haqiqt mamla es k br aaks hai q k
HAMARE NABI (Sllallaho aalaehi wasllm) ne frmaya
jo shaks TAKBBUR KI WAJA SE PANCHE NICHE RAKHE GA us ka wo hissa aag me hoga.
Lehaza masla bilkul waza ho gya k agar Namaz se bahr takkbur peda ho to kapron ko fold kr liya jae

   
#06

lekin Namaz parhene k liye apne kapron ko hrgiz hrgiz na fold karen q k es ki waja
Huzoor (sllallaho aalaehi wasllm) ka wo frman k
"Mujhe hukm dya gya hai 7 hadiyon pe sajda krne ka or ye k Namaz k liye apne kapron or balon ko fold na karun".
(Bukahri J 01 page 113)

Agar paencha niche krne ki waja se bil farz namaz me takbbur aata ho to kapre choote
estimal karne magr fold krne ki ejazt kisi surt nai
Plz apni Namazon ki hifazt karen.
Or Namaz k liye apne kapron ko hrgiz fold na karen

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved