Update
Loading...

New Design

Recent Post

Showing posts with label Rajab. Show all posts
Showing posts with label Rajab. Show all posts
Monday, 1 July 2013
¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤



¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#1

Tabayi Buzurg
Abu Qilabah RadiyALLAHu Anhu Frmatey Hen:
"RÅJÅB K Rozydaro
K Lye Jannat
Me 1 Azeem-ush-Shan
Mehal Hy"
LATAIF-UL-MUA'WIF>228

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#2

AaQA ÅlaihisSaltuWassälåm Ka
Farman-e-Ghaib-e-Nishan
Hey
"Beshak 1 Na'har Hey
Jis Ka Nam RAJAB Hey
Is Ka Paani
Doodh Se Zydah Safeed
Shehad Se Zyada Meetha Hey
Jo Maah-e-RAJAB Me
1 Rozah Rakhey
ALLAH Ta'ala Usey Us
Nehar Se Seraab Frmæga"
SHUAUB-UL-IMAN>3/H3800

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#3

AaQA ÅlaihSaltoWsälåm
Ne Farmaya:
"5 Raatein Aisi Hen JisMe Dua Radd Nhi Hoti.
1) Rajab Ki Pehli Raat
2) 15 Sha'baan
3) Jumerat Aur Jummah
Ki Darmiyani Raat
4) Eid-ul-Fitar Ki Raat
5) Eid-ul-Azha Ki Raat"
JAMA-US-SAGER>H3952

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#4

AaQA ÅlaihSälåm Ne Farmaya:
"RAJAB K Phely Din
Ka Rozah 3Saal K
Gunaho Ka
Kaf'farah Hey,
0r Dusrey Din Ka
Rozah 2 Saal Ka,
0r Teesry Din Ka 1 Saal Ka,
Phir Har Din
Ka Rozah 1 Maah Ka"
JAMA-US-SAGEER>H5051

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#5

ALLAH Ta'ala
Ne Guzishtah Ummato
Par Har Maah Me Aazab
Dya
Magar Maah-e-RAJAB
Me Kisi Qoum Ko Azaab
Na Dya
GHUN'YA TUT'TaALIBEN>229

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#6

1-Salaat-ur ragaib,
2-Rajab Ke Makhsoos Rozey,
3-Rajab Ki 27ween Raat Ki Ibaadat Aur Agley Din Ka Roza,
4-Rajab Ka Paani,
5-Rajab Key Kondey,

Refrences:
=Tibraani
=Shoi'bul Imaan
=Jamiul Sagheer
=Gunyatu Talibeen
=Maa Sabat Bi Sunnah
=Bahar e Shariat
=Taarikh e Damishq
=Ibn e Asakar

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#7

Sarkar Alahissalatuwassalaam Ne Farmaya;
Mere Baad Koi Aisa Amal Jaari Kare Jo Deen Ki Asal Se Mutazad Na Ho Qayamat Tak Us Pe Amal Karne Walon Ka Bi Sawab Paye Ga
(MUSLIM)

Shariat Ka Usool He Ke
Fazail Wali Ahadis Agar Chey Zaeef Hon
A'amaal Par Foqiat Di Jasakti He.

¤RÅJÅB K¡ BåHAR¤
#8

Jo Koi 15 Rajab
10 Baar Surah FATiHA
Darmyan Me Bina Baat Kye Parhey
To Goya Us Ne Zameen Ke Barabar Sona Khiraat Kya"

ANIS-UL WAYiZEEN

Thursday, 27 June 2013
no image

Meraj e Jismani



Meraj e Jismani
@01

Jo Shakhs ALLAH Ki
Zaat o Sifaat,
Ilm, Qudrat, Azmat, Hikmat
Par Kaamil Imaan Rakhta Hy,
Huzur Ki
Nubuwwat o Risalat,
Sadaaqat, Kamaalaat
Ki Dil Sy Tasdeeq Karta Hy
Wo
Mearaj Ya Is Qisam Ke
Kharq e Aadaat Umoor Py Imaan Rakhta Hy

Kyunke
Qur'an o Hadees Me Iska Wazeh Bayan Bi Mojud Hy

Ehd e Risalat Sy Lekar Har Dour Ke Jamhoor Musalman
Isey Bila Taweel Tasleem Karty Chaley Aaye

MOJAZA Kehty Hi Usey Hen
Jiska Wuqu Aadatan Mahal Ho

Meraj e Jismani
@02

Yaad Rahe!
Kisi Bhi Cheez Ki Rou'yat Ke Lye Jo Shartain Zaruri Hen,
Inka Zaruri Hona
Aadatan Hy, Aqlan Nahi.
Yani Aadat Is Tarah Jari Hy Ke Jehat Ke Bagair Kisi Cheez Ka Dekhna Mutahaqqiq Nahi Hota Lekin
ALLAH Paak Is Baat Par Qaadir Hy
Ke Kharq e Aadat Ke Toar Par In Sharait Ke Bagair
Bhi Rou'yat Ko Waqey Karey.

Chon Ke Mearaj Ki Raat Huzoor Ko ALLAH Ki Rou'yat
Kharq e Aadet Hi Ke Tariqey Par Hui,
Lihaza Koi Aetraaz Warid Na Hua.

Meraj e Jismani
@03

Qur'an Me Mearj Ki Nisbet
ALLAH Ney Apni Zaat Ki Taraf Farmayi
Aur ALLAH Ki Qudrat o Tasarruf
Ke Karishma Par Shakk w Shuba Na Hona Chahye

Her Muhal e Aadi
Mumkin Biz Zaat Hota Hy
Aur Mumkin Biz Zaat Hadis Teht e Qudrat Hey

Lihaza Deedar Karwana
ALLAH Ki Qudrat Ke Tehat Saabit Hey

Meraj e Jismani
@04

(Surae Qiyama Aayat #22-23)
Qayamat Ke Din Iman Walon Ke Chehrey Apney Rab Ko Dekh Ke Tar o Taaza Hongy

Agar ALLAH Ki Rou'yat Mahaal Ho To Qayamat Ke Din
Momin Kesey Dekhen Gy?

Hazrat Moosa Bi
Rou'yat e Baari Ka Aetiqad Rakhtay,
Aapka Suwal
"Rabbi Arini Unzur Ilaik"
Is Baat Ki Dalil Hey
Neez Rabb Ka Jawab
"Lan Tarani"
Bi Isi Nazarye Ki Pukhtagi Py Muhar Lagata Hy
Ke Me Dekha To Ja Sakta Hun, Tu Dekhnay Ki Taaqat Nahi Rakhta

Meraj e Jismani
@05

Tibrani Ausat Ki Hadees;
Jiski Asnad Py
Imam Qustalani Ny Mawahibul Ladunya
Mey Farmaya Ke
Tamam Rawi
"Sahee" Ke Raawi Hen

"Ibn e Abbas Farmatey Hen
Ke Beshak Huzoor Ney
2 Martaba
Apny Rabb Ko Dekha
1 Martaba
Sir e Aqdas Ki Aankhon Sey,
1 Martaba
Apny Qalb Mubarak
Ki Aankhon Sey"

no image

!\/!AiR/\J-E-MUStAfA



TOPIC "MAIRAJ-E-MUSTAFA"
SMS (1-38)

SPREAD THE INVITATION OF MADNI SMS ISLAMIC GROUP
-----------------------------------------------





Alhamdulila Now start.. .. !\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#01 Yai NabOwat k 11 Saal 6 mah bd ki 27wen Shab Hy.. Aj Raat Khuda Maizbn hY.. Or uSka MehmAn siRf MehMan nHe MehBob b hY.. Aj MUstAfa {unpr slam} Ko Wo Azaz MilaY Ga. jO Ap sE PehlaY kisi Nabi Ko NhE Mila.. Continue.



/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#02 Aj Mustafa ahly salam K sir pAr Wo tAj sAjaYa jAyga.. Jis ki Chamak Se muKam E Mustafa Wazah Or RoshAn hOjaYga.. Aj Shab E Wisal hY.. Aj MulaQat Hy Mehbob ki Mehbob Se.. Aj 'MairAj E MustAfa' hY.. .. Continue.. .



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#03 Yai Rujab ki 27wen shAb ka Akhiri hisA Hy.. Do Alam K Sardar Umm E Hani k ghAr Main ArAm fArma Hain.. Udhar Jibrael A.S Hukum E Khuda Se RawaNa hOtAy hAin.. Dar E MehbOb Par Akr Qadmain E Mustafa k sAmnaY Dast Basta KharAy hOjatAy hAin.. Continue..



!\/!AiR/\-E-MUSTFA SMS#4 Phr apne bazu sarkar k mubark talwon se lga kr apko bedar krte hen.. phr frmate hen apka rub apko yad frmata he.. Agr ap ijazat den to chalen.. Imame ahle sunnat kia khob frmate hen.. K continue..



!\/!AiRAJ-E-MUSTFA SMS#5 "ye hi sama tha k pekare rahmt"khabr ye le k chale hazrat"tumhari khatir kushada hen ab"jo kaleem pr bnd raste the" ab jibrael k hamra sarkar e madina chale.. Janib-e-haram.. Jahan gusal ap k jisme pak se tahart hasil krega.. Continue...



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#6 Ab Cha-E-Zamzam Par sArkar Jalwa Farma hain.. 4Aro tAraf Qudsi O MalA'ek mOjod hAin.. Inhi QudsiYo ki Jhurmot mAin Yai Chand Se ChehrAy wAlai mUstAfa Ahly Salam hAin.. Ab Apka SenA MubArak chAk kIya Jata hY.. Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#07 Phr ApkA Qalb E AthAr NikAla jAta hY UsAy Zamzam sE DhoYa jatA Hy.. Phr Is dil Main HikmAt O Noor bhAr kr Wapas SenA MubarAk Ki Raihal pR Rahka kR.. sEna Durst farMaYa Diya jAta hY.. Ab Dulha Ghusal k liYai tAeYar hY.. Continu



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#08 SarkAr Ahly salam kO 'Aab-E-KosAr' sE Gusal diYa jAta hY Idhar Aab(pani) kA jiSm E Athar kO Cho kR Zamin kI jAniB Tashrif lAna Udhar Asmaan pAr SitAro kA Machalna k kAhi Pani zaMin kO Nasib Na hOjay Ab Yai taRaY Kareem k samNaY JholiYan pEhlaY KharaY Hen Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#09 Mustafa Ahly salaM kO JanNati libAs pEhnaYa jAta hY.. Imam fArmatAy hAin: 'khUda hi dAi sAbr Jan E Purnam' 'dEkhAon Q kr tUjhaY wO Alam' 'Jb uNkO JhurMat mAin lAi k qUdsi' 'jiNah k Dulha BanA Rahai thaY' Dulha taeYar hY ! Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#10 MalA'ekA k hUjOm (bArat) mOjod hY.. Dulha Apni sAwaRi (bUrRak) pAr SawAr HotAy hAin.. Ab Safar-E-AsRa Shuru.. Yani mUsjid E Ha-rAm sE Musjid E AqsA tk.. imAm FarmAtay hAin: AsRa mAin gUzrAy jiS dAm bAirAi Se QudSiyo k HonAy lAge SalAmi PaRchAm jhUka diYai hAin



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#11 BurRak AnAn fANan mUsjid E Aqsa pOhcta hAi.. JahAn TamaM AmbiYa dEdar kO bEchain hAin.. SarkAr ki AmAd pAr tAmam amBiyA SalAmi peSh krtAy hAin.. Ab jibRael AzAn kAhtAy hAin.. Tamam aMbiyA SafO Main khAray hAin.. Allah Hu Akbar.. Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#12 Ab Mustafa Ahly Salam Imam Ul ambiYa hOgaY.. Apki Imamat Main Mala'ek AmbiYA Sub khArAy hAin.. imAm fArmAty hAin: Namaz E AqSa mAin tHa yAhi sAr AyaN hUn mAnai AwAl O akHir k dAst bAstA hAin PechAy hAzir jO sAltAnAt AgAy Kr gAy thaY.. Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#13 Namaz Se Farigh hOwaY tO Safar E AsMan taEYar thA.. YahAn Safar-E-AsrA TamaM HowA Ab Safar-E-MairAj ki ibtidA hY.. MaiRaJ k Manai (Bulandi ki taraf) JibrAel nAi lagam pakri burRak RawaNa Howa.. liJiyai pEhla AsMaan AgAya.. Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#14 DaStak D jAti Hy.. PohChA JatA Hy kOun hAi? JibraEl fArmataY Hain: Main jibRael hUn.. pHr Pohcha jAta hY Ap k 7 kOun hAi? yAi MohamMad AhlY Salam hAin.. KiYa iNko BulAya GaYa hY? Ji hAn.. PehlAy AsmAn kA DarwAza khOl diYa jAta hY.. JAhAn Ap kA IStiQbAl.. Continue



\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#15 mArhAbA Ki SadAoN Se Hazrat Adam kRtAy hAin.. Ap Apnai ChAnd Ki bAlaen lAitAy hAin.. Dua-E-KhAir dAitAy hAin.. Ab mEhbob AgAy brhtAy hAin.. DosAra Asman QadAm Bosi k liYai bEchAin hY.. Sawal jAwab k bd 2sAray Asman kA DarwAza KhOl diYa jAta hy Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#16 Sari dUniYa kA Ada Husn dIya gAya.. Jin kO Misr k bAzr mAin hR Koi tAk rAha thA.. Jin ki Midhat ZulaikhA nAi ApnI KaniZo k Hato pAr lihKi.. Wo HazrAt yOusuf Ab tAk Rahai hAin.. Us Chand kO jiN K hUsn k SadqAy sAri QaenAt kO hUsn diYa gAya.. .. Continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#17 Par HazrAt ibrAhim ApnaY lAl ka istaQbAl kRtAy hAin.. DuaOn k Bd AgaY BrhtAy hAin.. Ab Manzil 'SidrA Tul MuntiHa' hAin.. Yahan pOhc kR BurRak sE UtArtAy hAin.. AgAy brhtAy hAin MaGar Yai KiyA ? JibrAel hAt JorAy Apni jAgaH pAr KharAy hAin.. Akhir Q ? Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#18 Ay jibRael ! tUm uMm E Hani k gHr sE Ha-ram .. hA-ram se Aqsa.. Aqsa Se sidRa tAk kAhi nA RukAy.. Ab Kiya mAmlA Hy? JibrAel Amin FarmatAy hAin: HuZor yAhan sE Ek qAdam b bRhA tO Par Jaal JaEngAy.. YahAn tAmam HadAin khAtam.. Is Se AgAy kA SafAr ? Continue.



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#19 Apko TanhA KrnA Hy.. SarkAr AgaY BrhtAy Ab hijabAt b Utha'Ay jArAhai Hain.. Ab JanNat kO sArkr ki zIyarAt kAraE Jati hAi.. Phr hijAb Uthta hY Ab dozAkh DeeDar E MustAfa kR rAhi hAi.. k Yai hi Wo shAfi hAin jin K SAjdAy mUjhAy vEerAn kReNgAy.. AgaY.. Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#20 AgAy sAfar Jari hAi.. 70'000 hijabAt uthAy GaY.. Ab kOi Ahat Koi Awaz nhe.. SarkAr kO Thori WehshAt MehsOs hOti hY.. k kOi kAhnaY Wala (SidiQ E Akbr) k lehjAi Main bOla.. 'Ap kA Rub Ap pAr sAlam bhEjta hAi' Sarkr Mazid AgaY BrhtAy hAin.. Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#21 Yaar E Gaar Ki Awaz sUntAy hi wEhshAt Ruksat hOe.. Ab sArkar AgAy brhAy.. JalWa E JAanA.. K Karib hO'ay Or kArib.. YahAn tAk k 2 QamAnO kA FaslA Rah Gaya.. Ya is sAy b kAm.. Muheeb Or MehBob.. k DarMiyAn Koi pArdA Nhe.. Ab rUb ki tArf sE ? ? continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#22 InAyat kA silsilA ShurO.. Kiya Kalam hOwa.. kiYa wAhi fArmAE.. Yai tO Khuda O Khuda ka RasOl(Aleh salam) jAnaY.. MulaQat tAmam hOe Mehbob kO Ruksat kiYa.. wApsi kA SafAr sHuru 7wan Asmaa Guzra 6 Asmaa pAr PohchAy.. KiyA DehktAy hAin k hAzrAt mOsa ?? ? Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#23 MuntAzir hAin! Sarkr ko dEhk kr farmAtay hAin.. Kiya mAmla fArmaYa? Sarkar Nai farmaya: Meri Ummat Par 50 nAmazEn fArz ki Gaen hAin.. Hazrat mOsa: Apki Ummat itNi nAmAzEn nhE Parh sAkti Ap kAmi ki DarkhAst krEn.. lijiYai Phr chal Diyai sArkr.. alAihi salam cont



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#12+12 Rub ki BrgAh mAin pOhc kr 5 NamazEn kAm kAra kr.. pHr HAzrat mOsa k pAs Atay hAin.. HazrAt mOsa phr Kami Ki iltijA KrtAy hAin.. iS TrhA 9 br Rub k pAs hAzir Ho kr 5 nAmazO (Par sAwab 50 ka) kA Hukum lAi kr AtaY Hain.. Hazrat Mosa Mazid kAmi chAtAy hAin ! Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#25 hAzAro JalwO Main JalWa fArmA Kr Ap wApAs AgaY.. tAwil tAreN Yai sAfar Qalil(MUKTASIR) Taren lAmhAt Main MuKamMal hOwA ! Namaz E Fajar k bd Ap Nai uMm E Hani kO Yai TamaM WaqiYa SunAyA phR Bahr jAnaY lAgtAy hAin.. Umm E HanI Bint Abi tAlib Apk qAdmO Ma.. contINue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#27 SarkAr ki BatEn sUn kr.. lOg Sidiq E Akbr k pas AtAy haIn.. Jaen dEhkEn Apk dOst k sY Bten kR RahEn hAin.. k Wo RatO Rat MusJid E Aqsa Se Ho A'ay.. Abu bAkr fArmAty hAin.. AgAr sArkAr AisA Kah rAhai Hain tO Such kAh rAhai hAin.. pHr continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#28 Sidiq E Akbr Sarkar Alehi salAm k pAs hAzir hOtay hAin.. Ab Sarkar WaqiyA SunatAy jAtay Or siddiQ E Akbr tAsdik kRtAy jAtaY.. YahAn 2 gIrhO BanAy.. 1 nAi Ankhen bnd kr k Yakin krliya.. Or 1 mUnkir hOgAya.. Par Aj 1 gIrhO Or bN gAya hY.. Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#29 Yai gIroh WaqiYa E MairAj ki Asi tAwilEn kRtA hY.. K Is k sAra hUsn khAtam HojAta hY.. Is gIrOh Ki khAbr AgaY lAingaY.. YahAn WaqiYa E MairAj tAmaM HowA.. Main Nai mUktAsir tAren AndAz Main iN KitabO ki mAdad sE Pesh kiYa hY.. Continue



 !\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#30 Refrences: 1>Kanzul EmaAn Imam Ahmed raza surah bani israel Ayat 1 surah najAm Ayat 1 se 10 2>Ziya un nAbi peer kAram shAh Al-Azhari.. pAge 470 tO 526 3>Al-sHafa Arbi:Qazi Ayaz Malki Urdu:mUfti gHulam Moin ud din.. Baab#3 p#137 to 170 Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#31 4>Mairaj E Nabi Risala:mufti ata brkati india.. 5>Mairaj Un nAbi dr.tahir ul qadri 6>falsafa E Mairaj Allama Asif Madni 7>Nashr al tabib Ashraf fail thanv(deo) page 67 to 80 Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#32 Ap Nai Waqiya E MairAj sE Dil MunawAr fArmAliyai.. Ab jin k dilO mAin dArd UthA Hai Unk Dard kA Elaj kIya jAygA.. AEn AgaY BrhtAy hAin.. Ab Pesh Hy mUktasiR JAezA.. Surah Bani IsRael Ayat#1 Main Allah fArmatA Hai.. K To b Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#33 (Har A'Eb sE) pAk hY wO Zaat jiS Nai sAir KaraE ApNai bAndAy kO rAt k Qalil hIsAy Main mUsjid E Ha-ram sE Musjid E AqsA tAk.. Or surah NajAm Ayat # 1 mAin Farmata hai.. Qasam hY Os (TabindA)SitaraY Ki jb Wo niChAy uTra.. pEsh E Nazr Pehli Ayat ? ? ? ? continue..



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#34 SafAr E AsrA Par Dalil hY.. Or Dosri Ayat SafAr E MaiRaj Par DalAlat kr rAhi hAi.. ZahiR Hy nIchAy wO UtArtA Hy Jo Upar CharHaY.. YahAn Quran sE Un hAzrAt kA Rad HogAya Jo Asmaa Pr jAnay k Munkir hAin.. Ab iS kA InkAr qUran kA InkAr hy Or qUran kA InkAr kuFar hY.



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#35 Is zAmAn MaiN HazRat Abu zAr Beyan krtY Hy: RasoOl Alaihi SalAm nAi fArMayA MeraY Pas burRak lAya gAya Os pAr SawAr hOkr bAit Ul muQadAs Aya pHr nAmAz pArhi Or mUjhAy AsmAan pAr lAi jAya gAya (Sahi Bukhari kitab al salat 1/66 sAhi Muslim kitab Al Emaan 1/147) Con



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#37 Munkiren k Atirazat kA Jawab muktasir tAren alfazO Main.. Sarkar ki mairaj bedari ki halat main hoe ! Sarkar ki mairaj jismani thy ! sarkar nai apnay rub ko apni ankho se dehka ! Jawab Hazrat ibn Abbas (bUkhari , mishkat muslim , al shafa , ziya un nabi) Continue



!\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#38 YahAn wAqt ki kAmi ki wAja sE Series tAmam krTay hAin.. Ab kisi kA Koi sAwal hO tO rAt 9:30 Se pEhlay sEnd krAy.. SawAl Ap k Nam k 7 hO ! jawAb aj 10 Bajy diyAi jAen gAy JAzak-Allah Admin khanjar E Raza Sd-fAraz Qadri



\/!AiR/\J-E-MUStAfA Sms#38 Q.# sidrA Pr JibrAel nai kAha k Agay gAya tO PaR Jal jAen gAy Agar sArkr k huKum pr Ap age jAte tO Pr jAje. Ans. Nabi Jb apNai nAlain kO Age le jAskte hn tO Jibrael kO Q nhe.. pr yAhan umMat kO Adab O Mukam E MustAfa b Batana thA Jbi Jibrael pechAy rahe.

no image

KONDEY Ki Haqeeqat



KONDEY Ki Haqeeqat # 01

Har AHL E AQIDAT
Maah e RAJAB Me
MATTI Ke New Bartan Me
Poori, Kheer Ya Halwa Wagera
Karte Hen
Aur Usey IMAM JAFFER radiyALLAHu anhu
Ki Niyaz Ka Naam Dete Hen
Specially
22 Rajab Ko Khilatey Hen
Ye Kondey Kehlatey Hen

Jo Esaal e Sawab K Lye Hota He Aur Ye Jaaiz He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 02

Ye ESAAL E SAWAB Ki Ek Shaakh He Jo Ke Jaaiz Aur Mubaah Hi Nahi Balke Mustahab Amar He
Jis Ka Inkaar Mahaz
JIHAALAT o ENAAD He
Kyun Ke ESAAL E SAWAB
QURAN o SUNNAT Aur AEMMA e KIRAAM Ke AQWAL
Se Na Sirf Saabit He Balke Mashaik e Karaam Ka Is Par Amal Bhi Raha He

Cont...
KONDEY Ki Haqeeqat # 03

Q.Kya Esaale Sawab Jaaiz He?

A.Hazrat Saad Ne Arz Ki SARKAR Meri Maa Ka Inteqal Hogaya
To Konsa Sadqa Afzal He?
Farmaya PAANI Ka!
Unho Ne KuNWA[Well] Khdwaya Or Kaha Ye Saad Ki Maa Ka He
(Abu Daud J1 P#236)
(Musnad e Ahmed J5 P#275)
Behiqee Snan Kubra J4 P#185

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 04

Q.Kya Hamara Esaal e Sawab Puhanchta He?

A.
ALLAH Jannat Me Kisi Bandey Ke Darjaat Buland Karega To Wo Arz Karega,
Aye ALLAH Ye Darja Kese Buland Hua?
ALLAH Farmaye Ga Ke Tere Betey Na Tery Lye Istigfar Kya
(Adab ul Mufrid P#30)
(Ibn e Maja 268)
(Tibrani Osat J5 P#349)

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 05

Q.Kin Ulama Ne KONDEY Ko Jaaiz Likha?

1.Sadru Sharia Molana Amjad Ali
2.Muhaddis e Azam Pakistan Molana Sardar Ahmed
3.Hakeem ul Ummat Mufti Ahmed Yaar Khan Naeemi
(Kondey Ki Fazeelat)
4.Molana Abdul Mustafa Aazmi(Jannati Zewar P#389)
5.Mufti Khalil Khan Qadri
W Deegar

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 06

Q.Kya Kondey FARZ Hen?

A.
KONDEY Karna FARZ ya WAJIB To Nhe Lekin MUSTAHAB Amal Zarur He
Karne Wala Sawaab Paaye Ga Lekin Na Karne Par Gunaah Nhe
Magar Jo Isey Haraam Kehte Hen Wo Ek Naik Amal Se Roktey Hen
Unhe Chahye Ke Apna QIBLA Durust Karlen, ALLAH Hidayat Dey

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 07

Q.Imam Jaffer Ka Wisal 15 Rajab Ko Hua To Phir 22 Rajab Ko Kondey Kyun..?

A.Esaal e Sawab Ke Lye Usi Din Hona Ye Shart Nahi
Balke Mahine, Saal Ya Zindagi Me Jab Chahen Kar Sakte Hen,
Aur Aam Mushahida He K AHLESUNNAT 22 RAJAB Ko Hi Nhe Balke Poore Saal Ehtmaam Karte Hn

Cont..
KONDEY Ki Haqeeqat # 08

Q.RAJAB Ki 22 Ko Ameer Muawya Radiyallahu anhu ka Wisal Hua, Is Lye RAAFZI (Shia) Khushi Me Sheerni Pakatey Hen,
To Is Surat may 22 Rajab Ko Niyaz Taqseem Karna Kesa..?

A.
Shari'at Ka Usool He Ke
K Kisi Achey Amal Ko Bad Mazhab Apna Len To Is Waja Se Usey Tark Nhe Kya Jaaye Ga Balke Koi Aisa Imtyaz Karna Hoga Jis Se Faraq Zaahir Ho
Jesey 10 Muharram Ka Roza Yahodi Rakhtey To Sarkar Ne 9 ya 11 Ke Roze Ki Talqin Bi Farmayi

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 09

Q.SUNNI Aur SHIYA
Ke KONDO Me Farq Kya He?

A.Darasal Shiya Khaas 22 Rajab Hi Ko KONDEY Banate Hen
Aur SUNNI To Saara Mahina Hi Banatay Hen
Aur Sub Se Bara Fark NIYAT He
K SUNNI
IMAM JAFFER Ko Esaal e Sawab Karte Hen Jab Ke Shiya
HAZRAT MUAWYA K Bugz Me Aisa Karte Hen

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 10

Aamaal Ka Dar O Madaar Niyyato Par He (Bukhari)
Jo KONDEY Esaal e Sawab K Lye Karey Us K Lye JAZAA
Aur Jo Bugz Me Kare Usey SAZAA
Agar Koi Shetani Wasawis Ka Shikaar Hokar 22 Ke Kondon Ko Rafziyo Se Mushabihat Kahe Aur Usey Na Jaaiz Samjey To Wo Kisi Aur Din Hi Karley

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 11

Q.Kya NIYAZ Jaaiz He?

A.Quran o Hadis Me Kahi Niyaz Ki Mumaniat Nhe
Balke Quran Me Irshad:
"To Khao Us Me Se Jis Pr ALLAH Ka Name Lya Gaya,
Agar Tum Uski Aayaten Mantey Ho"
(Al-In'am V#118)
Yaani Jis Pr ALLAH Ka Name Zikar Kya Gaya
Jese NIYAZ Pr FATIHA K Waqt Quran Parha

Cont..

KONDEY Ki Haqeeqat # 12

HALAAL Cheezen Na Khaney Walo Ko Tambeeh!!
'Aur Tumhe Kya Hua He K Is Me Se Na Khao Jis Par ALLAH Ka Name Lya Gaya
Halaan Ke Wo Tum Par Tafseel Se BAYAN Kar Chuka He Jo Is Ne Tum Par HARAAM Farmaya'
(Al-In'aam V#119)

Aur Niyaz Par Jo FATIHA Dete Hen Wo Qur'an Se Hi He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 13

Q.Halaal Khane Ko Haram Kehna Kesa?

A.
Aur ALLAH Ne Unhe Jo Rozi Di, Wo Usey Haraam Thehratey Hen ALLAH Pr Jhoot Bandhte Hue, BeShak Wo GUMRAH Hue
(Al-An'aam V#140)

Agar FATIHA Di Aur Khana Haraam Hua To
Phir To Har Khaana Haraam Hua Ke BISMILLAH To
Parhi Hi Jaati He

Cont...

KONDEY Ki Haqeeqat # 14

Rasheed Gangohi Deobndi K Nazdik Isaal e Sawab Ki Niyat Se Kondey Jaiz
Fatawa Rashidya P183

Ji?
Ya To Kondey Na Jaiz
Ya Gangohi... :)

KONDEY Ki Haqeeqat # 15

Q.Hum Kondey (Kheer Poori) Ki Niyaz Kyun Karte Hen?

Halwa Khana Meethe Aaqa Alahissalatuwassalam Ki
SUNNAT Par Amal He
(Bukhari 2/718)

"NABI Halwey Aur Shehad Ko Mehboob Rakhtey"
"Ghee Ka Gundha Hua
PARATHA (Puri) Sarkar Ko Pasand..."
(Ibne Maaja)

"Musalman Ko MEETHA LUQMA
Khilane Par Hashr Ki Takleef Se MEHFOOZ..."
(Sharahus Sudoor)

Malum Hua Ke MEETHA Luqma Sarkar Ko Pasand
To UMMATI Hone Ke Natey Hame Bi Pasand Hona Chahye

KONDEY Ki Haqeeqat # 16

Pichli Ki Janey Wali Baaton Se Malum Hua K
Kondey Jaaiz Bulke
Kaar e Sawab Hen
Lekin Jo Is Din AMEER Muawiya (RadiyALLAHu Anhu) Se Dushmani Ki Wajah Se KONDEY Karey To Wo Sun Ley,

"Jis Ne Anbiya Ko SUB (Gaali Di) Baka, Wo QATAL Kya Jaye Ga Aur Jis Ne Mere SAHABA Ko SUB (Gaali Di) Baka Usey Korey Lagaen Jayen"
(Jamiul Sagheer J2 P173)
(Fatahul Kabeer J3 P196)

Jo Bugz Rakhey
Wo Apney Anjaam Ka Intezar Karey!

Wednesday, 26 June 2013
Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved