Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@01
Hazrat Ali;
Hathon Ko Hathon Par Rakhna Aur Inko Naaf Ke Neechy Bandhna Namaz Ki Sunnat Se Hey
(Musanif Ibne Abi Sheba V#1)
Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@02
Aaqa Alaihissalatuwassalaam Namaz Me Naaf Ke Neeche Haath Bandhtey They
(Mussanif Ibne Abi Shiba
V1 P#390)
Naaf Ke Neeche Haath Baandhna
@03
Hazrat Waail Bin Hajar
RadiyALLAHu Anhu;
"Me Ne Sarkar Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Dekha Ke Aap Ne Namaz Me Apne Daayen Haath Ko Baayen Par Zair e Naaf Rakha"
(Musannif Ibn e Abi Sheba
V12 P#390)
Iski Sanad Nihayat Sahee He
(Aasaar e Sunan V1 P#69)