Pakki Qabar
Pakki Qabar
@01
Ulama o Mashaaikh Ke Mazaraat Ke Ird Gird Imaarat Banana Jaaiz Hey
Al-QUR'AN;
"Bole Gaar Par Imarat Banao k Inka Rab Inhe Khub Jaanta He, Wo Bole Jo Is Kaam Me Gaalib Rahe The K Hum To In (Ashab e Kahaf) Par Masjid Banayen Ge"
(Kahaf Ayat#13, P#15)
Tafseer e Roohul Bayan;
Ya'ni Unho Ne Kaha K Ashab e Kahaf Par Aisi Diwar Banao Jo Inki Qabar Ko Ghere Jese Sarkar Ka Mazar Sharif He..
Phir Masjid Banayi Gayi K Log Barkat Haasil Karen"
Pakki Qabar
@02
HADEES;
1> Syeda Ayesha K Hujre Me Sarkar Ka Mazar Banana
2> Hazrat Umer K Zamane Me Eento Ki Gol Deewar Bani
3> Waleed Bin Abdul Malik Ke Dour Me Roza e Rasul Ki Ek Deewar Gir Gayi To Sahaba Banane Me Mashgul Huey,
Abdullah Bin Zubair Ne Mazbut Kya Aur Pathar Lagwaye
(Bukhari V1)
Pakki Qabar
@03
Imam Hassan Ka Wisal Hua To Unki Qabar Par Quba Daala Gaya,
Ye Sab Sahaba Ke Dour Me Hua
(Bukhari V1)
(Mishkaat)
(Para#10 Sura Tauba)
Ke Tehat Allama Ismail Haqqi;
"Aulia ki Qabro Par Imarat Jaaiz He,
Ke Logon K Nazro Me Azmat Peda Ho
Aur Log us Qabar Ko Haqir Na Jaanen"
(Roohul Bayan)
Pakki Qabar
@04
Jab Aaqa (AlaihisSalatuwassalaam)
Ne Hazrat Usman Bin Maz'oon Ko Dafan Farmaya To Inki Qabar Ke Sirhane Ek Paththar Nasab Farmaya
(Ibn e Maja H#622, P#443)
Phir Aage
(Mishkaat) Me He
"Hum Is Pathar Se Apne Bhai Ki Qabar Ka Nishan Lagayen Ge Aur Isi Jaga Ahle Bait Walo Ko Dafan Karen Ge"
Pakki Qabar
@05
Jo Kahey Mazaaraat Par Jaana Durust Nahee
Un Se Suwaal ;
Q. Mazaar Sey Muttasil Masjid Mey
Namaz Ka Hukum Kya Hey?
Dalil say batao?
Q. Neez Imam Ko Auqaaf
Jis Ki Mukammal Aamadni Mazaaraat Sey Hey Tankhuwah Di Jaati Hey,
Us Tankhuwah Ka Iste'maal
Neez Aisey Imam Ki Iqteda Karna Kesa?
Pakki Qabar
@06
Hazrat Khaarja
(RadiyALLAHu Ta'aala Anhu)
Farmatey Hen;
"Hum Zamana e Usman
(RadiyALLAHu Ta'aala Anhu) Me They,
Hum Me Baraa Koodney Wala Wo Tha Jo Usman Ibne Maz'oon Ki Qabar Ko Phalaang Jaata"
(Bukhari - Kitaab ul Janaaiz,
Baab ul Jareed Alal Qabar)
Pakki Qabar
@07
"550 Hijri Me
Jamaal ud Deen Afghaani Ne
Ulama e Karaam Ki Mojudgo Me
Sandal Ki Lakri Ki Jaali
Huzoor (Alaihissalatuwassalaan)
Ke Roza e Aqdas Ke Chaaron Taraf Lagwayi"
(Jazb ul Quloob Ila Diyaar il Majoob)
Pakki Qabar
@08
Imaandari Se Btao Ab Laanat Kis Par Barasni Chahye?
Deobandyo Jaldi Se Jawab To Do Shabaash!
Tumhare Hisab Se Qabrastan Ko Masjid Banana Durust Nahe,
Ab Be Noori Town Par Kya Hukum Lagao Ge?
Ya To Shabbir Deyobndi Aur Mulle Amin Ki Qabar Par Apna Koi Khud Khush Dhamaka Karne Wala Tayyar Karo.
Ya Inki Qabaren Khodo Aur Sarri Hui Haddyan Masjid Se Bahar Phenko,
Donu Soorten Manzur Hen,
Jaldi Karo
Pakki Qabar
@09
Usman Bin Maz'oon Ki Qabar
Zameen Sey Oonchi Thi
(Bukhari 1/181)
Qabar Par Sabza, Phool Daalna
Sunnat Hy
(Bukhari 1/611)
Sahabi Abu Ayub Ansari Ne
Aaqa Ki Qabar-e-Anwar Ka Bousa Lya
(Musand Ahmed 5/422)
Qabar Par Paani Chirakna Sunnat Hy(Mishkat 1/150)
Murdey Sunty Hen
(Muslim 2/386)
Pakki Qabar
@10
Qabar Ko Sajda Haram
(Bukhari H#1330)
KyunKe Bina (Subhan-a-Rabbil-Aala) Kahy Ta'zeem Se Jhukna Sajda Nhe
Qabar Ko Pakka Karna Haram
(Muslim H#2245)
KyunKe Qabar Ke Upar
Turbat Banana Jaiz
Ke Rouza-e-Rasool Ki Pakki Turbat Hy
Qabar Ke Upar Diya Jalana Haram
(Nasai H#2047)
KyunKe Us Se Madfoon Shakhs Ko
Takleef Puhanchti Hy
Ke Wo Zinda Hy To Door Diya Jalaen
Qabar Ke Upar Likhna Haram
(Abu Daud H#3226)
KyunKe Qabar Sy Thora Hat Ke
Takhti Par Likhna Jaiz Hy
Qabar Par Meley Lagana Haram
(Abu Daud H#2042)
KyunKe Mazaron Par
Aurat Ka Jana Mana Hy Ke
BePardagi Aur Melay Ka Sama Hota Hy