Update
Loading...
Thursday, 27 June 2013

ME AHLE HADEES (GAIR MUQALLID) Q NHI BANA



ME AHLE HADEES (GAIR MUQALLID) Q NHI BANA?
Ek sunni bhai ki kahani usi ki zabani
Mjhe ye keh kar Ahle Hadees (gair muqallid) ban'ne ki dawat di gai k hanare mazhab me
ummatiyoun k quol k bajae deen ka har masla khalis Quran o Hadees se bataya jata he. Lihaza
is daaway ki haqeqat jan'ne k liye mene chand sawalat Professor hafiz MUHAMMAD saeed,
Professor Abdul Rehman Makki or degar Ahle Hadees ulama se kiye lekin Khalis Quran O
Hadees k badle khalis galiyoun or Nazaiba kalimaat se jawab dya gaya. Lihaza is jhoote daaway
ko jan'ne k baad me Ahle Hadees mazhab me dakhil na hua aur in ki gumrahi se bachne par
ALLAH ka shukar ada kya
Cont....

ME AHLE HADEES (GAIR MUQALLID) Q NHI BANA?
Part 2
Ulamae AHLE HADEES se kiye gai sawalat
1.)Kalma tayaab sahi he ya galat? Agar sahi ho to is tarteeb or inhi lafzon k sath Quran me
ya sahah sitta (YANI HADEES KI MASHOOR 6 KITABEN SAHIH BUKHARI, SAHIH
MUSLIM, JAMIA TIRMIZI, SUNAN IBN-E-MAJA, SUNAN ABI DAn k ye kalma ghalat he.
2.) Kya 6 kalme bidd'at hn jo log 6 kalme parhte hn un k bare me kya rai he agar bidd'at nhi 2
aap q nhi mante?

ME AHLE HADEES (GAIR MUQALLID) Q NHI BANA?
Part 3
3.) Aap k ulama kehte hn k kalma tayyab parhne k liye nhi balke sirf jhande pe likhne k liye he
ye sahi he ya galat? Agar galat he 2 jin logo ne ye bat ki wo gunahgaar hue ya nhi un ko toba
karni chahye ya nhi or agar sach hn 2 QURAN ki ayat ya wo HADEES puri sanad k sath tehreer
farma dn jis me HUZOOR (UN PAR DUROOD) ne ye kaha ho k ye kalma sirf jhande pe likhne
k lye he parhne k liye nhi or jo ye parhe wo gunahgaar he.
4.) HADEES ki ye tareef ki jati he k HUZOOR (UN PAR DUROOD) ka quol aur taqreer yani
dusre Admi k kaam karne par aap ka sukoot karna. Ye tareef QURAN me he ya HADEES me
agar QURAN me he 2 wo ayat bta dn or agar HADEES
me he 2 wo HADEES sanad k sath tehreer farmaden.

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved