Update
Loading...
Thursday, 27 June 2013

Mazarat



TOPIC "Mazaraat"
SMS (1-15)

SPREAD THE INVITATION OF MADNI SMS ISLAMIC GROUP
-----------------------------------------------

Mazaraat@1

Ulama w Mashaikh Ke Mazaraat K Ird Gird Imarat Banana Jaaiz He AlQURAN: "Bole Gaar Par Imarat Banao k Inka Rab Inhe Khub Jaanta He, Wo Bole Jo Is Kaam Me Gaalib Rahe The K Hum To In (Ashab e Kahaf) Par Masjid Banayen Ge" (Sura Kahaf Ayat13, Para15) Iski Tafseer e Roohul Bayan: Yani Unho Ne Kaha K Ashab e Kahaf Par Aisi Diwar Banao Jo Inki Qabar Ko Ghere Jese Aqa alehissalam Ka Mazar Sharif He ...Phir Masjid Banayi Gayi K Log Barkat Haasil Karen"

Next..
   
Mazaraat @2

HADIS 1.Syeda Ayesha K Hujre Me Sarkar Alehissalam Ka Mazar Banana 2.Hazrat Umer K Zamane Me Eento Ki Gol Deewar Bani 3.Walid Bin Abdul Malik Ke Dour Me Roza e Rasul Ki Ek Deewar Gir gayi To Sahaba Banane Me Mashgul Hogaye Abdullah Bin Zubair Ne Mazbut Kya Aur Pathar Lagwaye (Bukhari Jild1)

Next...
   
Mazaraat @3

Imam Hassan Ka Wisal Hua To Unki Qabar Par Quba Daala Gaya, Ye Sab Sahaba Ke Dour Me Hua "Innama Yaamuru Masajida...." (10 Para Sura Tauba) K Tehat Allama Ismail Haqqi (Roohul Bayan) Likhte Hen K Aulia ki Qabro Par Imarat Jaaiz He , K Logon K Nazro Me Azmat Peda Ho Aur Log us Qabar Ko Haqir Na Jaanen
   
Mazaraat @4

Jab Aaqa (Alehi Salatuwassalam) Ne Usman Bin Maz'oon (RadyALLAHu Anhu) Ko Dafan Farmaya To Inki Qabar Ke Sirhane Ek Phattar Nasab Farmaya (Ibne Maja H#622, P#443) Phir Aage (Mishkaat) Me He "Hum Is Pathar Se Apne Bhai Ki Qabar Ka Nishan Lagayen Ge Aur Isi Jaga Ahle Bait Walo Ko Dafan Karen Ge"
   

Mazaraat @5

Jo Kahey Mazaaraat Par Jaana Durust Nahee Un Se Suwaal K Mazar say muttasil masjid may Namaz ka hukum kia hay? Dalil say batao? Neez imam ko oqaf jis k mukammal aamadni mazarat say hay tankhuah d jati hay tankhuah ka istimal neey aisay imam ki iqtida karna kesa?
   



Mazaraat @6

Hazrat Khaarja (Radiallahu Ta'aala Anhu) farmate hin ham zamana Usman ibne maz'uon (Radiallahu Ta'aala Anhuma) main the: "HAM MAIN BARA KOODNE WALA WO THA JO USMAN IBNE MAZ'UON KI QABAR KO PHALAANG JATA". (Bukhari Sharef, Kitaab ul Janaiz, Baab al Jareed Aalal Qabar) " 550 HIJRI MAIN JAMAL UD DEEN ASFAHANI NE ULMAA E KARAAM KI MUJOODGI ME SANDAL KI LAKRI KI JALI HUZOOR (Alyhe Salatuwassalam) K RUZA E AQDAS K CHARON ATRAF LAGWAI." (Jazb ul Quloob Ila Diyar ul Mujoob, Sheikh Abdul Haq)
   


Mazaraat @7

HAZRAT IMAM HASSAN IBNE ALI (Radiallahu Ta'aala Anhuma) KA JAB WISAAL SHAREEF HOA: "TU UN KI ZUJAH (BIWI) NE IN KI QABAR MUBARAK PAR AIK SAAL TAK QUBA DALE RAKHA." (Bukhari Shareef, Jild:1, Kitaab ul Janaiz) (Mishkaat Shareef, Baab ul Baka Aalal Maiyyat) PHIR Q KAR QABRON PAR MUJABIR KA BEATHNA NA JAIZ HO SKTA HAY??? KIA ATIRAZ KRNE WALON KA AMAL SAHABA K AMAL YA AQIDON SE BHAR K HAY???
   
Mazaraat @8

NAIZ HAZRAT UMAR (Radiallahu Ta'aala Anhu) NE HAZRAT ZAINAB BINTE HAJASH (Radiallahu Ta'aala Anha) KI QABAR MUBARAK PAR QUBA BANAYA. HAZRAT PAAK AYSHA SIDDIQA (Radiallahu Ta'aala Anha) NE APNE BHAI ABDUR REHMAN KI QABAR PAR QUBA BANAYA. HAZRAT MUHAMMAD IBNE HANIFA (Radiallahu Ta'aala Anhuma) NE ABULLAH IBNE ABBAS (Radiallahu Ta'aala Anhuma) KI QABAR MUBARAK PAR QUBA BANAYA.
   
Mazaraat @9

ABOU HIYAAJ ASDI (Radiallahu Ta'aala Anhu) SE MARWI HA K MUJE HAZRAT ALI (Radiallahu Ta'aala Anhu) NE FRMAYA: "KIA MAIN TUM KO US KAM PAR NA BEHJUN JIS PAR MUJ KO HUZOOR (Alyhe Salatuwassalam) NE BEHJA THA WO YE K TM KOI TASVEER NA CHORO MAGAR MITA DO OR NA KOI UNCHI QABAR MAGAR IS KO BARA BAR KR DO." (Bukhari, Jild:1, Kitaab ul Janaiz)
   
Mazaraat @10

JIN QABRON KO GIRANE KA HAZRAT ALI (Radiallahu Ta'aala Anhu) KO HUKUM DIA THA WO KUFFAR KI QUBOR TIN,NA K MASALMANO KI IS KI CHAND WAJA HIN: AWAL TU YE HAZRAT ALI NE YE FRMAYA K JIS KAM K LIE HUZOOR (Alyhe Salatuwassalam) NE MUJE BEHJA TA USI K LIE MAIN TMHIN BEHJTA HN, HOZOOR K ZAMANE ME JIN QUBOR KO MOLA ALI NE GIRAYA WO MUSALMANO KI NAHI HO SKTIN Q K HAR SAHABI K DAFAN ME HUZOOR SHIRKAT FRMATE TE. LEHAZA JIS QADAR QUBOR BANI YA TU HUZOOR KI MUJODGI ME YA APKI IJAZAT SE TU WO KON SI QUBOR TIN JO K NA JAIZ BAN GIN TIN OR INKO MITANA PRA HAN ISAAIYON KI QUBOR UNCHI HOTI TIN. (Alyhe Salatuwassalam)
   
Mazaraat @11

AAIN HADEES SE SABIT KARTA HUN: MASJID NABWI KI TAMEER K BAYAN MAIN HAY: "HUZOOR (Alyhe Salatuwassalam) NE MUSHRIKEEN KI QABRON KA HUKUM DIA PAS UKHAIR DI GAIN". (Bukhari Shareef, Jild:1, Pg:61) IS HADES K TEHAT FATAH UL BARI, SHARAH BUKHARI, Jild:2, Pg:62, ME HAFIZ IBNE HAJAR (Rehmatullahi ta'aala Alyhe) FRMATE HIN: WO MUSHRIKEN HI KI QUBOR TI Q K ISI HADES ME TASVER KA B ZIKAR HA TU WO KON SE MUSALMAN TE JIN KI QABRON PE TASVEER HOA KAR TI TIN YE BAT WAZE HO GAI K UNCHI QUBOR SUNNAT HAY K ZAMIN SE AIK HATH UNCHI RAHE OR AGR UNCHI BAN GAI TU B ZAMEEN K BARA BAR NHI KR SKTE K IS ME TUHEN HAY.
   
Mazarat @ 12

Haji ImdadUllah Majir Makki, Paidaish 22 Saffar 1233 Hijri App Ke Walid Ka Naam Imdad Hussain App Ka Laqab¤ImdadUllah¤ App Ko Ilm e Ludaniyah Se Nawaza Gaya(Baqool Devbundi Ke Aqa Alaihi Salato Salam Ko Ilm E Ludniyah Nahe Mauz Allah) App Ke Mureed @Molvi Muhmmad Qasin Nanathvi Devbundi @Molvi Yaqoob nanathvi Devbundi @Molvi Zulfiqar Devbundi @Molvi Ashraf Ali Thanvi Devbundi they {Kuliyat E Imdadiya, pg:2}
   

Mazarat @ 13

Haji ImdadUllah Farmate Hain: "Ouliya Aur Mashaik Ke Qabron Ke Ziyrat Se Musharaf Howa Karey Aur Fursat Ke Waqt In Ke Qabroun Per Aakar Rohaniyat Se In Ke Taraf Mutawajo Ho Aur Un Ke Haqeeqat Ko Murshid Ke Sourat Mein Kahayal kar Ke Faiz Hasil Karey" {Kuliyat Imdadiyah,Pg:72 Darul Ishaat} Wah jee Kiya Aqeeda Paya App Ne Jub Ke App Ke Nalaik Mureedoun Ne MaazAllah Sarkar(Sallallaho Alaihi Wassallam)Ko Mar Kar Mitti Mein Mila Diya.
   


Mazarat @ 15

Jub Haji Imdad Ullah Majir Makki Ka Yea Aqeeda Hai Tu Wahabi Is Aqeeda Ko Kyoun Nahe Manty??? Ahle Biddat Ke Fatwey Deny Waley Kiya Inhone Deen Badal Nahe Dalla??? koi In Se Poochey Faisala App Khud Keijiye Ke Ahle Biddat Koun Hai...... Alhumdulillah AhleSunnat Wal Jammat Ka Ajj Bhe Buzurgoun Aur Shahabi Ouliya E Ikram Ka He Aqeeda Hai Mager Ahle Wahabiyat Ne Yea Aqeeda Badalney Ke Poori Nakaam Kosish Kar Rahe Hain... Allah In Ke Shar Aur Is Gandey Aqeedy Se Bachaiye Ameeen.......

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved