Qirat Kalfal Imam
#01
KYA IMAM K PEECHY QIRAT JAIZ HAI?
HAZRAT AYESHA RADI ALLAH TALA ANHO FARMATI HAIN HER WOH NAMAZ K JIS MAIN SURAH E FATHEA NA PHARI JAE TO WOH NAMAZ NA MUKAMMAL HAI MAGER WOH NAMAZ JO IMAM K PEECHY PHARE JAE YANI IMAM K PEECHY SURAH E FATHEA NA PHARE JAE.(KANZUL UMMAL J2 PG444) PATA CHALA K IMAM K PEECHY QIRAT MANA HAIN.
Hazrat Ataa Bin yasar Radi Allah Anhu ne hazrat zeth sy pocha k Imam k 7 Qirat karna kesa hy ? To Inho ne Farmaya k 7 Qirat karna qatai Durust Nhi
(SAHIH MUSLIM JILD1 PAGE 210)
Hazrat Zad bin sabit radi allah farmate hy k jis ny imam k pechy qirat ki us ki namaz nhi hue
(musanif ibn abi shebah PAGE 386)
#02
Imam K Peche Namaz Parhne Wale Ko Kisi B Namaz May Qira'at Karna Jaiz Nai Na Fatiha Na Dusri Koi Ayat Na Us Waqt Jub Imam Ahista Qira'at Kare Na Buland Awaz Se Qira'at Karte Waqt Imam Ki Qira'at Is Namazi K Liye Kafi Hay.
(Khulasa Az Bahareshariat Jild 1 Pg 512)