Music
@Music Ki Hurmat@
01
1*Ghanti Shaitaan Ki Baansri Hai.
{Bukhari J#2, P#837}
2*Gaane Baaje Walio Londio Ki Kharid O Farokht Na Karo Inki Qeemat Haraam Hai.
{Muslim J#2, P#202}
3*Hazrat Jaabir RadiyALLAHu Anhu Farmatey Hen:
Huzoor Alaihissalatu Wassalaam Ne Mujey 2 Aawazon Ko Sunne Se Manaa Farmaya,
Ek Awaaz Wo Jo Gaane Bajane Ki Jo Mazaamir e Shaitaan Se Hai,
Dusri Wo Jo Musibat Me Cheekhne Chillaney Ki Ho.
{Tirmizi P#205}
@Music Ki Hurmat@
02
Ibn e Umar RadiyALLAHu anhu Ne Tabal Ki Aawaz Suni To Apne Kaano Me Unglyan De Lin Aur Dusri Traf Ho Lye
3 Martaba Aisa Kya Phr Frmaya Ke Rasoolullah Sallallahu Alehi Wasallam Ne Bi Aisa Hi Kya
(Ibn e Maja V1, H#1970, P#533)
(Abu Dawood V3, H#1493, P#544)
Mosiqi Shaitan Ki Gizaa He
@Music Ki Hurmat@
03
#Ahteyaat Karen !! #
Apne SmS Me Kisi
Proper Song Ko Mention Karne Ke Bajaye Mutalaqan Ye Likha Karen Ke
Music Sunna,
Song Sunna
Hi Haraam o Na Jaaiz He.
Taake Kisi Film Ya Song Ki Taraf Logo Ki Tawajju Hi Na Jaaye
Song Ka Zikar Karne Se Bhi
Us Taraf Dhyaan Jaa Sakta Hey
@Music Ki Hurmat@
04
Roshan Khayal Log
Mouseeqi Ko Rooh Ki Gizaa Samajhtey Hen
Inhe Touba Karni Chahye
Gaany Baajy Se Roohaniyat Tabaah Hoti Hey
Rooh Ki Ghizaa To ZIKRULLAH Hey
Al-Qur'an:
"Sun Lo ALLAH Ki Yaad Hi Me
Dilon Ka Chain Hey"
(Ra'ad 28)
"Aurr Meri Yaad Ke Lye Namaz Qaaim Rakh"
(Taa'ha 14)
@Music Ki Hurmat@
05
Mafhum e Hadees:
"Meri Ummat Me Aisey Log Paida Honge
Jo Zina, Resham, Sharab Aur
Baajey (Naach Ganey)
Halaal Karlen Gey
ALLAH Unhen Bandar Aur Suwar (Pig)
Bana Dega,
Wo Qayamat Tak Isi Tarah Rahen Gey"
(Bukhari - Kitabul Ashraba H#5590)
(Baheqi 221/10)
(Abu Dawood :4039)
/MuS¡ç K¡ E¡JaD\
>Jb Hzrt Da0d Alæh Slam Zabo0r Shreef Ki Tilavt Frmate To Chlta Pani Ther Jata
Janvr Parinde Apne Ghr0n Se Bahir Ajate
Urte Prinde Gir Prte
Phr Shetan Ne
"Bansur & Tmbura" Bnai
Ta k Ye Sb In Ki Dhun (Music) Me Mshghul Ho Jæn
0r Zbo0r Shrif Na Sunæn-
(Kashful Mhjub: S/457)