ISTiKHAARA
ISTiKHAARA
@01
Istikhara Ka Matlab
ALLAH Ki Baargah Sey Kisi Kaam Ke Shuru Karney Sey Qabal Mashwara Talab Karna
Aadmi Jitna Apne Kaam Ke Lye Harees Hoga Utna Koi Aur Nahi Hosakta.
Lihaza Behtar Ye Hey Ke Istikhaara Khud Karey.
Behar Haal
Iska Tafseelan Tariqa Majmooa Wazayef
Me Bhi Mojud Hey
ISTiKHAARA
@02
Raat Ko Soney Sey Pehley
2 Rak'at (Jis Kaam Ke Lye Istikhara Karna Hey) Parhni Hoti Hen,
Iske Baad Ek Istikharey Ki Dua Hey
Jo Her PANJSOORA (Majmooa e Wazaif)
Me Likhi Huwi Hey, Parh Ke So Jayen.
Pehly Din Jawab Na Milney Ki Soorat Mey
3 Din Tak Ye Amal Karen
Insha ALLAH Jawab Mil Jayega
ISTiKHAARA
@03
Agar Khuwab Me
SUFAID (White)
Ya SABZ (Green) Rang Ki Koi Cheez Nazar Aaye
Maslan Sabz Gunbad, Ghaas,
Sufaid Libas, Badal
Ya Sufaid Baalon Wala Aadmi Etc
To Ye Behtr Hy
Agar SIYAH (Black)
Ya SURKH (Red) Rang Ki Koi Cheez
Chahy Ghilaf e Ka'ba
Ya Raat Ka Andhera Dekhen
To Ye Kaam Behtar Nhe
ISTiKHAARA
@04
~ ISTIKHARAY Ki DUA ~
7 Baar Jab Chahen Parhen.
"ALLAHUMMA KHIRLI WAKHTARLI WALA TAKILNI ILAA IKHTIYARI"
(Wazifatul Karima - AalaHazrat)