Jihad
=JIHAAD>
=AlQuraan:
Beshak ham
ny
>>Tumhary lei
Roshan
>>fatah di. (fatah.1)
tafseer:
is fatah me
"sulah hudaibia
fatah maka, talwar o Ilm ke fatah wgera tmam futoohat shamil hn. (az tafser kabeer10/65)
sabit hua keh
1.sulah ko b azeem fatah kaha gaya
2.tmam futoohat Ay Nabi pak
"tumhary Liye"
"tumhary sadqy"
sallu alal Habib
next
2=JIHAAD>
Fatah maka k ahwal:
maka waly Kon thy.?
1.mushrik, kafir
2.gustakh
3.zalim
4.jowari, shrabi
5.ayaash
6.be'rahim janwar
thy
muslmano ka kana, pena band kea tha,
muslmano Ko Tapti dhop me Marty thy,
muslmano ko hijrat py majbor kia tha,
kacha kaleja chaba jany waly zalim
mgr
is k ba'wajod
jb madina sy Muslman maka py
>>jihaad k liye Aae to
"koi badla nhn, ,koi Jang nhn,
elan kr dia keh
"tumhen muafi hy, tumhen amaan di jati hy". (az bukhari j2 p90)
next
3=JIHAAD>
ahem usool.
Jihaad or Qitaal
me Farq hy
"jihaad ka Mana hy:
mehnat, taqat,
puri koshish krna,
kharch krna. (tlkhees tajul.uroos, mufradat p101)
jbkeh
"Qitaal ka mana hy:
Qatal krna, ,mar dalna, larai krna"
(az mufradat p393)jihaad or Qitaal (larae)
ka
farq zahen me rhy to Quran.o.hades smjh me ain gy
next
4=JIHAAD>
Quran.o.sunat k mutabiQ:
>jan,
mal,
waqt
ilm.o.hathyar k zarei
Allah ke Rah me
Allah ke Riza k lei
islam ki
sar'bulandi k lei
>fitna'baz
kafir.o.gustakh
k
zulm,fitna,fasad khatam kr k
>aman Qaim rakny ki
"infiradi ya ijtemai taor par
puri koshesh krna"
jihaad hy.(az aljihaad p9,20) wazahat aa rahi he inshaaALLAH
5=JIHAAD>
AlQuran=Agr wo (zulim,fitna, fasad) sy
>>ruk jaen
to
beshak Allah Ghafoor o Raheem
hy, unSy Larro
ta k
>>koi fitna Na
Rhy (baqarah:191) jihad
amn k liye hota hy bad amni k lye jihad nai fasad hota he.
Next
6=JIHAAD>
AlQuran:
wo (muslman) jinhen
mara ja rha hy unhe
>jihad ke ijazat di Gai hy is liye k
un py zulm kia Gaya hy. (hajj:39)
jihaad difa or zulm k khatmy k liye hy. Zulm karna jihad nai hota
next
7=JIHAAD>
AlQuran:
Allah ke Rah me
QitaAl kro un sy
jo
tumhe Qatal krty
hn, or had sy Mat barho. (baqarah:190) jihaad
Allah ke Rah me
Qatilo se
mgr
had me Reh kar hota he.
Next
8=
AlHades:
apni jan, maal or zuban sy
mushriko sy jehad kro. (aboo daod h2504)
pata chala k
jihaad k liye
Hathyar zroori nhn, jihaad
zuban sy ,matlb
waz.o.nasehat sy bi hota he
next
9=JIHAAD>
Ik Shaks ny jang me Shirkat ki ijazat chahi, Nabi pak ny pocha
kia tery
waldain hn.?
Kaha:hain
to
Nabi pak ny frmaya: tera jihaad waldain me hy. (bukhari h2782)
next
10=JIHAAD>
Nabi pak Sy pocha Gaya keh
1.koi Dunya, dolat k liye larta hy
2.koi taqat k liye
3.koi dikawy k liye
4.koi izat o wah wah k liye
5.koi gusy ke wja sy
6.koi biradri, Qaomiyat k liye larta hy,
to jehaad kon se larae hy?
Nabi pak ny frmaya:jihaad wo hy
jo
Allah k Deen ke sarbulandi k liye ho. (muslim 2/139,140)
next
11=JIHAD>
Sahabi Hzrat Muaz bin jabal Ka frman:
ilm parhna neki,, ilm ke talab
ibadat, ,ilm ka dars tasbeeh or ilm ke Talash >>jihaad hy.(jami byanil.ilm p94)
next.
12=JIHAAD>
Sahabi hzrat ibn.e.abas ka farman:
talab.e.Halal
(yani halal chezo ke talab,ilm rizq ke talab,hr halal chez ke talab)
jihaad hy. (islah.ul.mal 2/288)
next
13=JIHAAD=
Alhades: mujahid wo hy jo Apny
Nafs sy Jihaad kary.(tirmzi h1621)
jihaad sirf hathyar
othany ka nam Nhn.
Nafs k jihaad me
tamam
jihaad shamil hn. Next.
14=JIHAAD>
Alhades:jo meri is masjid me
bhalai k liye ai,,taleem hasil kry
ya ksi ko taleem dy to wo
>mujahid ka darja rakhta hy. (ibne maja h277)
nxt
15=JIHAAD>
Alhades:
Maqbol hajj
>afzal jihaad hy.(bukhari h1520)
.
Alhades: zalim bad'shah k pas
Adal.o.isaf ke bat krna
afzal jihad hy.(abo daod h3781)
nxt
16=JIHAAD>
Alhades:
faraez (farz,wajib) pabandi k sath ada krna keh beshak ye
bahut fazelat wala
jihaad hy. (knzul umal h3935)
nxt
17=JIHAAD>
Alhades:
tum chhoty jihaad sy wapas
Jihad.e.akbr
ke
tarf aa rhy ho keh beshak
Nafs ke khawaheshat sy jang
jihad.e.akbar hy.(faizul Qader h6107)
nxt
18=JIHAAD>
hades:behtaren jihaad
uska hy jo is haal
me subha kry
keh
wo kisi pr b zulm
ka wahm.o.guman
b Na raky.(knzul.umal h10636) zulm na krna b jihaad hy
nxt
19=JIHAAD> (last)
AlQuran:
or agr wo Salamti.o.sulah
k
liye tayar hun to
ap b sulah.o.salamti kejiye. (anfal:16)
amn,salamti or sulah walo sy larna
jihaad nhn!
Duago wa duajo
=AlQuraan:
Beshak ham
ny
>>Tumhary lei
Roshan
>>fatah di. (fatah.1)
tafseer:
is fatah me
"sulah hudaibia
fatah maka, talwar o Ilm ke fatah wgera tmam futoohat shamil hn. (az tafser kabeer10/65)
sabit hua keh
1.sulah ko b azeem fatah kaha gaya
2.tmam futoohat Ay Nabi pak
"tumhary Liye"
"tumhary sadqy"
sallu alal Habib
next
2=JIHAAD>
Fatah maka k ahwal:
maka waly Kon thy.?
1.mushrik, kafir
2.gustakh
3.zalim
4.jowari, shrabi
5.ayaash
6.be'rahim janwar
thy
muslmano ka kana, pena band kea tha,
muslmano Ko Tapti dhop me Marty thy,
muslmano ko hijrat py majbor kia tha,
kacha kaleja chaba jany waly zalim
mgr
is k ba'wajod
jb madina sy Muslman maka py
>>jihaad k liye Aae to
"koi badla nhn, ,koi Jang nhn,
elan kr dia keh
"tumhen muafi hy, tumhen amaan di jati hy". (az bukhari j2 p90)
next
3=JIHAAD>
ahem usool.
Jihaad or Qitaal
me Farq hy
"jihaad ka Mana hy:
mehnat, taqat,
puri koshish krna,
kharch krna. (tlkhees tajul.uroos, mufradat p101)
jbkeh
"Qitaal ka mana hy:
Qatal krna, ,mar dalna, larai krna"
(az mufradat p393)jihaad or Qitaal (larae)
ka
farq zahen me rhy to Quran.o.hades smjh me ain gy
next
4=JIHAAD>
Quran.o.sunat k mutabiQ:
>jan,
mal,
waqt
ilm.o.hathyar k zarei
Allah ke Rah me
Allah ke Riza k lei
islam ki
sar'bulandi k lei
>fitna'baz
kafir.o.gustakh
k
zulm,fitna,fasad khatam kr k
>aman Qaim rakny ki
"infiradi ya ijtemai taor par
puri koshesh krna"
jihaad hy.(az aljihaad p9,20) wazahat aa rahi he inshaaALLAH
5=JIHAAD>
AlQuran=Agr wo (zulim,fitna, fasad) sy
>>ruk jaen
to
beshak Allah Ghafoor o Raheem
hy, unSy Larro
ta k
>>koi fitna Na
Rhy (baqarah:191) jihad
amn k liye hota hy bad amni k lye jihad nai fasad hota he.
Next
6=JIHAAD>
AlQuran:
wo (muslman) jinhen
mara ja rha hy unhe
>jihad ke ijazat di Gai hy is liye k
un py zulm kia Gaya hy. (hajj:39)
jihaad difa or zulm k khatmy k liye hy. Zulm karna jihad nai hota
next
7=JIHAAD>
AlQuran:
Allah ke Rah me
QitaAl kro un sy
jo
tumhe Qatal krty
hn, or had sy Mat barho. (baqarah:190) jihaad
Allah ke Rah me
Qatilo se
mgr
had me Reh kar hota he.
Next
8=
AlHades:
apni jan, maal or zuban sy
mushriko sy jehad kro. (aboo daod h2504)
pata chala k
jihaad k liye
Hathyar zroori nhn, jihaad
zuban sy ,matlb
waz.o.nasehat sy bi hota he
next
9=JIHAAD>
Ik Shaks ny jang me Shirkat ki ijazat chahi, Nabi pak ny pocha
kia tery
waldain hn.?
Kaha:hain
to
Nabi pak ny frmaya: tera jihaad waldain me hy. (bukhari h2782)
next
10=JIHAAD>
Nabi pak Sy pocha Gaya keh
1.koi Dunya, dolat k liye larta hy
2.koi taqat k liye
3.koi dikawy k liye
4.koi izat o wah wah k liye
5.koi gusy ke wja sy
6.koi biradri, Qaomiyat k liye larta hy,
to jehaad kon se larae hy?
Nabi pak ny frmaya:jihaad wo hy
jo
Allah k Deen ke sarbulandi k liye ho. (muslim 2/139,140)
next
11=JIHAD>
Sahabi Hzrat Muaz bin jabal Ka frman:
ilm parhna neki,, ilm ke talab
ibadat, ,ilm ka dars tasbeeh or ilm ke Talash >>jihaad hy.(jami byanil.ilm p94)
next.
12=JIHAAD>
Sahabi hzrat ibn.e.abas ka farman:
talab.e.Halal
(yani halal chezo ke talab,ilm rizq ke talab,hr halal chez ke talab)
jihaad hy. (islah.ul.mal 2/288)
next
13=JIHAAD=
Alhades: mujahid wo hy jo Apny
Nafs sy Jihaad kary.(tirmzi h1621)
jihaad sirf hathyar
othany ka nam Nhn.
Nafs k jihaad me
tamam
jihaad shamil hn. Next.
14=JIHAAD>
Alhades:jo meri is masjid me
bhalai k liye ai,,taleem hasil kry
ya ksi ko taleem dy to wo
>mujahid ka darja rakhta hy. (ibne maja h277)
nxt
15=JIHAAD>
Alhades:
Maqbol hajj
>afzal jihaad hy.(bukhari h1520)
.
Alhades: zalim bad'shah k pas
Adal.o.isaf ke bat krna
afzal jihad hy.(abo daod h3781)
nxt
16=JIHAAD>
Alhades:
faraez (farz,wajib) pabandi k sath ada krna keh beshak ye
bahut fazelat wala
jihaad hy. (knzul umal h3935)
nxt
17=JIHAAD>
Alhades:
tum chhoty jihaad sy wapas
Jihad.e.akbr
ke
tarf aa rhy ho keh beshak
Nafs ke khawaheshat sy jang
jihad.e.akbar hy.(faizul Qader h6107)
nxt
18=JIHAAD>
hades:behtaren jihaad
uska hy jo is haal
me subha kry
keh
wo kisi pr b zulm
ka wahm.o.guman
b Na raky.(knzul.umal h10636) zulm na krna b jihaad hy
nxt
19=JIHAAD> (last)
AlQuran:
or agr wo Salamti.o.sulah
k
liye tayar hun to
ap b sulah.o.salamti kejiye. (anfal:16)
amn,salamti or sulah walo sy larna
jihaad nhn!
Duago wa duajo