Update
Loading...
Monday, 1 July 2013

Sadqa-e-Fitar



-SÅDQÅ-
1
"2 HiJri Me Ramazan K RØZ€ Farz Hoe
Or
Isi Saal EiD Se 2 DiN Pehle
SÅDQÅ_E_FitÅR Ka HuKum Dia Gya"
- Dur_E_Mukhtar
J3
P 362
Pyare AQA
-Alyeh HiS Salam-
Ne
Ek Shaks Ko HuKum Dia
Ja kr
Makkah Muaa'zama
K
Gali KoCho Me Elan Kro Do
"SÅDQÅ_E_FitÅR WaJib hai"
- TirMiZi
J2
P 151
H 674

-SÅDQÅ-
2
Mufti Khaleel Khan
-Ålyeh Rehma-
"SÅDQÅE FitÅR Darasal
Ramazan K RØZØ ka SÅDQÅ h
ta k LuGu
Or
BehuDa Kamo Se RØZ€ Ki Taharat Ho Jae
Or
Sath he Garibo,
Nadaro ki EiD ka Saman ß
Or
RØZ€ Daro Se Hasil Hone Wali Nemato Ka Shukria ß"
- Hamra iSLAM
J7
P 87
"SÅDQÅ FitÅR in Tamam Musalman
Mard Or Aurat Pr WaJib hai
Jo
Sahib_E_NiSab ho
Or
Un Ka NiSab
HaJat_E_Uslia
(Zaroriat ZiNdaGi Se Free) ho"

- Fatawa Alam'GIRI
J1
P 191
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
3
"ße Shak Murad ko Pohcha
Jo Suthra Howa
Or
Apne Rab ka Naam Ly Kr Namaz Parhi"
- Surah A'alla
P 30
A 14:15
Pyare AQA
-Alyeh HiS Salam-
Ne Farmayah
"Ye Ayat
SÅDQÅ_E_FitÅR K bare Me Nazil Hoe"
- Sahi
iBN_E_Khazima
J4
P 90
H 397
"SÅDQÅ_E_FitÅR Dena Wajib hai"
- Dur_E_Mukhtar
J3
P 362

-SÅDQÅ-
4
"EiD k DiN Subha SadiQ Tulu Hote He
SÅDQÅ_E_FitÅR WaJib Hota hai
Lihazah
Jo Shaks Subha Hone Se Pehle
Mar Gya
Ya Ghani tha
FaQeer Ho Gya
Subha Tulu Hone K Bad
Kafir Musalman Howa
Ya
Bacha Paida Howa
Ya
FaQeer tha
Ghani Ho Gya
To

Wajib Na Howa
Or
Agr Subha Tulu Hone k Bad
Mara
Ya
Subha Tulu Hone Se Pehle
Kafir Musalman Howa
Ya
Bacha Paida Howa
Ya
FaQer tha
Ghani Ho Gya
to WaJib hai"
- Al Fatawa Al HiNdIA
J1
P 192
¤iSLÅHi SèrVicé¤sz

-SÅDQÅ-
5
SÅDQÅ_E_FitÅR Me ß Niyat Krna
Or
Musalman FaQer Ko Maal ka Malik Kr Dena Shart hai"
- Rad_UL_Mohtar
J3
P 380
"Na ßaliG Agr Sahib_E_NiSab Hoto
Is Pr ß SÅDQÅ WaJib hai
Iska Wali Isk Maal Se FitRÅ Ada Kre"
"Bap Jb Malik NiSab ho
Agr Cha
Us Ne Ramazan K RØZ€ Na Rakhe hoto
SÅDQÅ_E_FitÅR
Na ßalig Bacho Ka Isi Pr WaJib hai
Na k In ki Maa Pr"
- Dur_E_Mohtar
J3
P 207'214'365
P 367'368
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
6
"Jo Bacha Maa K Pait Me ho
Uski taraf Se
SÅDQÅ_E_FitÅR Ada Krna WaJIb Nai"

- Al Fatawa Al HiNdiA
J1
P 192
"Jb tak
SÅDQÅ FitÅR Ada Nai Kia Jata
Bande Ka RØZÅ Zameen'O'Asman K Darmiyah Latka Howa Rehta hai"
- Kanz_UL_Umal
J2
P 157
H 1609
" Agr Bap Na Hoto
Maa Pr Apne Chote Bacho ki taraf Se
SÅDQÅ_E_FitÅR Dena WaJib Nai"
- Dur_E_Mukhtar
J3
P 368
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
7
"Bap Na hoto
Uski JaGah
Dada Pr Apne Ghareb Yateem Pote, Poti ki taraf Se
SÅDQÅ_E_FitÅR Dena WaJib hai
Jb k Ye Bache Maldar Na Ho"
- Dur_E_Mukhtar
J3
P 368
"SÅDQÅ_E_FitÅR WaJib Hone k Lie
RØZÅ Rakhna Shart Nai
Lihazah KiSi Uzar,
Jaise
Safer, Marz, Burhapa
Ya
Jan Boj K Khud He RØZÅ Na Rakhne Wala ß FitÅR Ada Kre Ga"
- Dur_E_Mohtar
J3
P 367
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
8
"EiD Pr Ane Wale Mehmanu ka
SÅDQÅ Maizban Ada Nai Krega
Agr Mehman SahibE NiSab hai
to
Apna FitrÅH Khud Ada Kre"
"Agr Shaadi Shuda Beti Bap k Ghar EiD Kre

to
Is k Chote Bacho Ka FitÅR In k Bap Pr hai
Jb k Orat ka
Na Bap Pr
Na Shohar Pr,
Agr SahiBE NiSab Hoto Khud De"
- Fatawa Razawia
J 10
P 292
"Agr Wife Ne Shohar Ki EjaZat K Baiger FitrÅH Ada Kia
SÅDQÅ Nai Hoga
Jb k Sirhat
Ya
Dalalat Ejazat Na Ho"
- Al Fatawa Al HiNdiA
J1
P 193

-SÅDQÅ-
9
Msg# 4 Ki WaZahat
"ShabE EiD Bacha Paida Howa hoto
Uska ß FitrÅH Dena Hoga
Q'k
EiD K DiN Subha SaDiQ Tulu Hote He
SÅDQÅ_E_FitÅR WaJib hojata hai
Or
Agr Bad Me Paida Howa to WaJib Nai"
"EiD k DiN Subha SaDiQ TuLu Hote He
SÅDQÅ_E_FitÅR WaJib Hojata hai
Lihazah
Agr Us WaQt Se Pehle Koi
Musalman Howa to
Is Pr FitrÅH Dena WaJib hai
Or
Agr Bad Me Musalman Howa to
WaJib Nai"
- Al Fatawa Al HiNDiA
J1
P 192
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
10
"SÅDQÅ_E_FitÅR
Behtar Ye hai

k
EiD ki Subha SadiQ Hone K Bad
Or
EiD Gah Jane Se Pehle Ada Krde"
- Dur_E_Mukhtar
J3
P 376
"Agr EiD_UL_FitÅR Se Pehle
FitrÅH Ada Kre
to
Jaiz hai"
"Agr SÅDQÅ_E_FitÅR Ramazan Se ß Pehle Ada Kr Dia
To
Jaiz hai"
"Agr NiSab ka Malik Hone Se Pehle
SÅDQÅ De Dia
Phir NiSab Ka Malik Howa hoto Sahi hai"
- Al Fatawa Al HiNdIa
J1
First Bat Ka Page
P 193
Second Or Third Bat Ka Page
P 192
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
11
"175 Rupee Athanni Bhar Upper
(Yani 2 Seer 3 Chatank Adha Tola
Ya
2 Kilo Or taQreban 50 Giram)
Wazan Gehu,
Ya
Uska Ata,
Ya Utne Gehu Ki Qemat
Ek
SÅDQÅ_E_FitÅR
Ki MiQdar hai
Agr Khajor
Ya
Kishmish
Ya
Jo'ou
Ya
Uska Ata
Ya
Sat'too
Ya
Unki Qemat Dena Chahe to
'351 Rupe Bhar'
(Yani 4 Kilo Or taQreban 100 Giram)

Ek
SÅDQÅ_E_FitÅR
Ki MiQdar hai"
- ßahar_E_Shariat
Jild 1
Part 5
Page 938
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
12
"Gehu,
Or
Jo'ou,
k Dene Se
Unka Ata Dena Afzal hai
Or
Unse Afzal
Ye k
Qimat De De,
Chahy
Gehu Ki Qimat De,
Ya Jo'ou Ki
Ya Khajor Ki
MaGar
Zamana Qahat Me Khud Inka Dena
Qimat Dene Se Afzal hai"
- Al Fatawa Al HiNdIa
J1
P 191 ' 192
- Wa Noor_UL_Ezah
P 173 ' 174
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
13
"SÅDQÅ FitÅR k Masarif Wohi hai
Jo ZÅkÅt K hai"
- Fatawa Alam'GIRI
J1
P 194
"Jin Ko ZÅkÅt De Skte hai
Unhe FitrÅH ß Dijyeh
Jinhe ZÅkÅt Dena Mana hai
Unhe FitrÅH Dena ß Mana hai
FitrÅH ki RaQam Madaris
K Kamo Me Istemal Kr Skte hai"
- Fatawa AmJadia

J1
P 376 Etc.
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
14
HaZrat iBNE Umer
-Radi Allahu Anho-
Farmate hai
k
-SÅDQÅ_E_FitÅR-
Ada Krne Me 3 Fazilate hai
1*
- RØZ€ ka Qabol Hona
2*
- Sukarat Mout Me Asani
3*
- Azab_E_Qaber Se NiJat
- Al Maabsoot Al Sar Khaasi
Kitabuz ZÅkÅt
Baab:
SÅDQÅ_E_FitÅR
Jild 2
Page 114
¤iSLÅHi SèrVicé¤

-SÅDQÅ-
15 LaSt
Mufti Munißur Rehman
"2012
ka
SÅDQÅ_E_FitÅR
Or
FiDyeh
Ki
Sharah
Rs. 80 Fi Kas hai"
SahibE NiSab
In Se ß Fi Kas De Skte hai
- Jo'ou Me
Rs. 220
- Khajor Me
Rs. 1,120
- Kishmish Me Rs. 1,600
Rupee MuQarar Ki Gae hai
- Expres News PaPer
Saturday
28 July 12
¤iSLÅHi SèrVicé¤

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved