Update
Loading...
Thursday, 27 June 2013

Qaber Mein Imama



#01



Eitraz: Qaber Mein Imama Nahe Rakhte The:



Jawab: Aqa(Alaihi Salato Salam)Ne Na Rakha Mager Shahbiyoun Ka Aqeeda Aur Hazrat Ayesha Ka Yea Tha, App Ka Jubba Mubarak Se Log Shehat Yaab Karte Un Ka Dhoola Howe Pani Se(Bukhari)

Kuch Shahbi Ka Aqeeda: Jo Chaddar App Ke Kandhe Per The Us Ko Maang Le Kuch bohat Naraz Howe, Mager Jinho Ne Mangi Jwaban Kaha Ke Marte Waqt Us Ko Rakhein Ge (bukhari)

Aur Ager Hum Jo Sarkar Ke Sunnat Phente Hain, Aur Us Ko Ager Qaber Mein Rakhe Tu Eitraz, Alhumdulillah Sunniyoun Ka Aqeeda Hai Sunnat Per Amal Aur Us he Ke Barkat Se Qaber Mein Azb Mein Kami Hoge Is liye Kuch Nishani Sath Lekar Jate Hai App Ka Pata Nahe........

   
#02

Hazrat Abdullah Ibne Umar RadiAllahAnhuma ka Sahib zada inteqal kr giya to Aap ne usse 5 kapro me kafan diya.Imama, Qamees,aur 3 Chadaren.
(Behaqi Sharif jild#2.page#402 Baab jawajul Takfeen fil Qamees.)

Mayyet ko Imame k Sath Dafan krna jaiz hai*.
Qatada se Affan ne hame hadees sunai Hassan radiAllahAnho farmaya krte the k Mayyet k sr k darmiyan pagri Rakhi jae phir is ki dono Tarfo shamlon ko daen baen kr diya jae yani 1 shamla sine pr aur 2ra pusht k niche.Rawi kehta hai k Ibne Sireen alairahma ne kaha k Mayyet ko Imama zinda ki Tarhan banda jae.
(Musannif Ibne Abi Sheba jild#3 page#264.)

Hzrat Ibn e umar kafan me imama b shamil krty thy..(musanaf abdil razaq 3/424 mktba bairot)

Gair muqalid ibn e umar ko Bahut manty hain k wo bidat mukhalif thy

Copyright © 2013 MADNI GROUP All Right Reserved