Hazrat Usman Ghani
"USMAAN-E-GHANI KI SHAAN"
RASOOL'ULLAH
(SUAL LAL LAAHU ALAIHI WA'AALIHI WASALLAM)
ne Farmaaya:
"Haya Emaan se Hay Aur USMAAN-E-GHANI Meri Ummat mein Sub se Barh Ker Haya Karnay Walay Hain".
(Jamay-Us-Sagheer,
Hadees: 3869).
Is Hadees se Sabit huwa k USMAAN-E-GHANI
(RADI'ALLAAHU ANHU) Is Ummat k Sab se Baray Ba'Haya Ummati (Sahabi) Hain.
YA ILAAHI! De Hamen Bhi Doolat-e-Sharm-o-Haya,
HAZRAT USMAAN-E-GHANI Ba'Haya k Wastay.
Neez Ye bhi Pata Chala k AAP (RADI'ALLAAHU ANHU) Emaan Walay hi Hain,
Lehaza Jo AAP Ko (MA'AAZ-ALLAH) Be-Emaan Samjhay Ya AAP k Emaan mein Shak Karay Usko Apnay Emaan ki Salaamti ki Fikar Karni Chahiye.
USMAAN-E-GHANI ka Dushman Zaleel-o-Khowar Hay,
Aakhirat mein bhi Azaab-e-Naar ka Haqdaar Hay.