Qabr Per Phool Pani
#1
Hazrat Ibne Abbas(Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai;
Nabi Kareem(Sallallaho Alaihi Waasallam) Do Qabro Ke Pass Se Guzrey Tu Farmaiya;
"Inhain Aazab Horaha Hai,
Kis Kabeera Gunnah Ke Bais Nahe,
Un Mein Se Ek Pishab Ke Cheinto Se Nahe Bachta Tha Aur Dosra Chugliya Khata Phirta Tha,
Phir Ek Subz Tehni Le Aur Is Ke Do Hisey Kar Ke Hur Qaber Per Ek Hisa Gaar Diya,
Log Arz Guzar Howe;
"YaRASOOLALLAH(Sallallaho Alaihi Waasallam)Aisa Kyoun Kya?"
Farmate Hain;
"Jub Tk Yea Khusk Nahe Hon Ge Tub Tk Azab Mein Kami Hoge"
{Sahe Bukhari kitab al wozuRaqam;218Pg;41}
#2
Rasool Allah Ne Hazrat Saad Ki Tadfeen K Baad Aap KiQabar Pr Pani Bhi Chirhka
-Bøøk-Ibn.E.MajaPage:225