Mukhtaar e Kul
#01
Q.Kya AAQA alehisalatuwassalam Mukhtaar e Kul Hen?
A."Aasman Aur Zamin Ki Hr Cheez ALLAH Ne Tumhare Lye Musakhar Kar Di Aur Apni Zahiri o Batini Nematen Di"
(Luqman Ayat#20)
"Beshak Muje Zamin Ke Khazano Ki Kunjiyan Ata Ki Gayin"
(Bukhari J2, P#585,975)
(Muslim J2, P#250, Mishkat)
#02
Q.Hidayet Kon Deta He?
A.Hamara Emaan He K ALLAH Ki Marzi k Khilaf Nabi Hidayat Nhe Karte
Magar
ALLAH Ki Ataa Se Nabi Hidayet Karte Hen
"Aur Tum Aye Mehbub Hidayat Karte Ho Seedhe Raaste Ki"
(AlShura Ayat#52)
Rab Ne Huzoor Ko HAADI Bana Kar Bheja Aur HAADI Aapka Sifaati Name Bi He
#03
Q.Kya Sarkar alehissalatuwassalam ALLAH Ka Rizq Taqseem Karte Hen?
A.Mafhum e Hadis:
Be Shak ALLAH Dene Wala He Aur Me TAQSEEM Karta Hun(Bukhari J#1 P#439)
(Muslim J#1 P#333)
Emaan Mila Inke Sadqey,
Qur'an Mila Inke Sadqey,
Rehman Mila Inka Sadqey
Wo Kya Jo Hum Ne Paya Nhe.
#04
BAHAR-I-HADEES @
MAIN SO RAHA THA K ZAMEEN K TAMAM KHAZANON KI KUNJIYAN (KEYS) LA KAR MERAY HATHON MEN RAKH DE GA'EN.
(BUKHARI @
P.418/V.01)
Hazrat Maula Ali
(RADI'ALLAAHU ANHU)
Farmaty hain:
"Huzoor (SUAL-LAL-LAAHU ALAIHI WA-AALIHI WASALLAM) ne Apna Hath meray Seenay per maara aur Dua ki:
Aye ALLAH!
Isky Dil ko Hidaayat per Qaim rakh aur iski Zabaan ko Haq per Saabit rakh.
Maula Ali ne Farmaya:
(Khuda ki Qasam)
Usky bad kabhi bhi 2 Aadmiyoun k darmiyan Faisla karny me zarrah bhar Ghalti ka Shak bhi mujhy nahi huwa".
1) Sunan Ibn e Maajah,
Kitaab ul Ahkaam,
Jild: 2,
Page: 774,
Hadees: 2310.